Aj ke iss modern age me savi kuch online hoti ja rahi
hai, jo hamare life style ko puri tahare se badel ker rakh diya hai. Chizo ke
online ho jane se hamara kam ko v bahut had tak asan bana diya hai.
Lakin jis tahare kisi chiz ki kuch advantages hoti hai to
uski kuch disadvantages v hoti hai. Mara kahane ka matlab ya hai ki online
transaction ho jana ki wajah se bahut sa log Online Fraud ke v sikaar
(Victim) v ho jata hai.
To friends aj mai aapko iss post me kuch points ke bara
me bata raha hu jisska dhayan rakh ker aap online fraud se bach sakte hai.
Online Fraud se bachne ke tarika:
Waise to savi Banks apne customers ko online fraud se
safe rakhne ke liye tahare tahare ke features market me lata rahate hai. Lakin
jab tak aapko ye pata nhi hai ki Online Fraud hota kaise hai tab tak aap online
fraud se safe nahi hai. To chaliye ab mai aapko kuch points batata hu jissme
mai aapko online fraud hota kaise hai aur usse safe kaise raha uske bara me
batana wala hu.
1. Don’t
Shear your Card no., PIN and CVV: Ager
aapko kavi koi phone ker ke bole ki mai akk bank employee hu, aur ager wo aapse
ATM card ki koi v details mange to aap usse details na da. Q ki koi v bank apne
customers ki ye details kavi nahi mangta hai.
2. Stay
alert at ATM: App jab v ATM me paise niklne
ke liye jaye to ye bat ka aap dhayen rakhe ki aapke ATM ka password type karte
samay koi dakh to nahi raha hai, isiliye app hamasa ATM password dalte
samay usse hand se cover ker le.
3.
Online transaction on Website: Aap
ager koi aise site se transaction karna cahate hai jo aapse aapka card details
mang raha hai. To dhaya rakhe aap tavi transaction kara jab wo site HTTPS
green pad lock se secure ho.
4. Don’t
trust on Spam Mail: Aap me se bahut koi
ko spam mail ate honge jissme likha hua ata hai ki aapne 1 million ka prize
jita hai aur wo paisa transaction karne ke liye aapse aapka card details mangta
hai. To dhayan rakhiye ye mail fake hai aur aap koi v details usske sath shear
na kara.
5. Don’t
shear your Aadheer details: Government
of India ke mutabik ab aako apna bank account ko aadheer card se link karana
necessary ho gaya hai. Lakin iske wajah se online fraud v ho sakte hai, q ki
koi v aapke aadheer card number aur finger print ki help se aapka puri details
ki chori ker sakta hai. Isiliye aap jab v apna aadheer details kisi ke sath
shear kare to sawdhan raha.
To dosto ye tha kuch important points jisske jariye aap
online fraud se bach sakte hai. Lakin ager aap ke sath online fraud ho chuka
hai to Indian Government ki Digital Police
ki website per ja ker usski report ker sakte hai.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
6 comments
बहुत ही बढ़िया जानकारी शेयर किया है आपने
badiya jankari share ki hai apne.
Nice Information Sir Ji
Thanks For Sharing Nice Information
sir keval otp se hi ye loot ho sakte hai call dwara baki agar account no de to use bhi hota hai
Achi jankari share kiye hai apne
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.