App savi na Amazon ka bara ma
suna hi hoga ager nhi suna h to mai bata data hu ki ya akk online shopping ki
website h. Ager app The India ma rahata h to appka liya amazon.in hai lakin ager
app USA ma rahata hai to appka liya amazon.com h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Hamasa log ya sochta h ki ya site
sirf shopping ka liya h, lakin wo savi galat sochta h mai appko batata hu ki ya
site sa app paisa v kama sakta h Amazon Affiliated Program ki madat sa. Ager
appko AffiliatedProgram Ka bara ma nhi pata h to pahala app mara uss post ko padh la
taki appko ya post asani sa samaj aa jaya.
Amazon Affiliated Program Kya h:
Ya Affiliated program v bilkul Flipkart affiliated program
ki taraha h. Issma appko Amazon Affiliated ka member banna paraga uska bd app
Amazon ka product ko promote kar sakta h aur ager koi visitor appka dawara
promote ki gayi link sa kuch v buy karta h to amazon usska liya appko 5%-10% commission dati h.
Amazon Affiliate hama paisa kaisa data h:
Amazon sa hm 2
tarika sa paisa kama sakta h 1 to gift coupon ka jariya aur dusra Bank account
ka jariya.
Ager app gift
coupon chunta h to appka commission RS. 250 hona per hi isska use kar payanga.
Lakin ager app Bank transfer k aka option ko chunta h to appka commission Rs.
1000 hona per hi ya paisa appka bank account ma transfer hoga
Ager app bank
account ka option chunta h to appko isska liya apna bank account details aur
pan card details dana paraga.
Amazon Affiliated ma account kaisa banaya:
To ab app samaj hi gaya honga ki
Amazon Affiliated program kya h. Ab mai appko batata hu ki app kaisa Free ma
Amazon Affiliated ka member ban sakta h bs app mara steps ko follow kara.
Step 1: Sabse pahle aap is
link https://affiliate-program.amazon.in par click kar ke Amazon Affiliate Program ko Open kariye aur Join Now Free par click kare.
Step 2: Ager app pahala sa
Amazon ka affiliated ka program sa nhi juda h to appko uper apna E-mail dalna h
uska bad appko I am a new customer. Per click kar ka Sign in using our secure server per
click kar da.
Step 3: Ab
agla page me apko apna Name,
Email Id aur Password dalna hai. Uska bad Create Account per click kara.
Step 4: Fir ek Form khulega jisme apko apna Payee Name, Address aur Contact Number bharna hai. pura form bharne ke baad Next: Your website
profile par click kare.
Step 5: Ab agale form me apko apne Blog(Website) ke Details bharne hai Website Name, URL, About etc.
Form pura bharne ke baad Finish par
click kare.
Step 6: Ab appko Payment
method select karni h. Ager app payment method ko avi select karna chata h to Specify Payment Method
Now per click kara ager app chata h
ki payment method bad ma select kara to app Specify Payment Method
Later select kar sakta h.
Ab app Amazon affiliated ki Dashboard
per redirect ho jayanga.
Congratulation!
Ab appka account Amazon
affiliated account ma ban chukka h. Ab app v Amazon ka partner ban gaya h, aur
ager app amazon ka product ko sell karna ma amazon ki help karta h to amazon
appko isska liya commission daga.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
3 comments
This is grate tutorial...
very goog tutorial
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.