Hello Friends mai aj phir sa hajir hu appka samna ak new aur latest make money tips laker. Jissma mai aj appko ak naya affiliated program ka tutorial ka bara ma batauga,
jisska nam h iCubeswire. Maina pichla kai post ma affiliated market ka bara ma
appko puri sa puri jankari dana ki kosis ki h, jaisa Flipkart, Amazon ager appko uska bara ma janna h to app inn links per
click kar ka jan sakta h.
Step 3: Uska bad ak new page khulagi jo app nicha dakh sakta h.
1. CPA (Cost per action): Jab koi visitor appka dawara refer ki hui CPA link sa koi action jaisa kuch product buy karna ya uss site per register karna to appko isska badla ma appko commission milta h jo ki pre decided hoti h.
Also Read: Apna Website ka liya google plus page banaka ussko promote kara
Also Read: Dream 11 kya h issa paisa kaisa kamaya jatah
Icubeswire kya h:
Jaisa
ki app savi janta hi h ki app affiliated market ka jariya income kar sakta h to
Icubeswire v ak Affiliated program provider website h jissma bahut si companies
register h jaisa- Flipkart, Myntra, Jabong, Zovi, HomeShop18, Dominos etc. Jab app Icubewire ma
apna account banalata h to app inn savi companies ka product ko promote kar
sakta h aur ager koi visitor iss affiliated link sa koi v product lata h to
usska badla ma appko commission milta h.
Icubeswire ma account banana ka steps:
To ab app samaj hi gaya honga ki Icubeswire
kya h, to ab mai appko batata hu ki kaisa app issma free ma account bana sakta
h aur paisa kama sakta h.
Step 2: Jisa hi app sign up now per click
karanga appka samna ak new page khulagi jissa app picture ma dakh sakta h. Usma
appko apna details varna ka bad appko Sign Up per click karna h.
Step 3: Uska bad ak new page khulagi jo app nicha dakh sakta h.
Step 4: Kuch dino ka bad appko Icubeswire ki
taraf sa call ayaga jo appsa puchaga ki app kis taraha sa Icubeswire ka product
ka promotion karanga ager appka answer sa Icubeswire santust hua to app ka
application approve ho jayaga.
Application
approve hona ka bad app appko mail v aayaga aura b app Icubeswire ma login kar
ka kisi v companies ka product ka promotion kar ka paisa kama sakta h.
Icubeswire sa hm kin kin types ka affiliated sa paisa kama sakta h:
Icubeswire
per bahut sa companies hama different types ka affiliated sa paisa kamana ka
offer dati h, nicha mai kuch terms ka bara ma batana jar ha hu jo appko
Icubeswire ka offers ma milaga isa padh ker app samaj jayanga ki ya kiss type
sa hama paisa dagi.
1. CPA (Cost per action): Jab koi visitor appka dawara refer ki hui CPA link sa koi action jaisa kuch product buy karna ya uss site per register karna to appko isska badla ma appko commission milta h jo ki pre decided hoti h.
2.
CPL (Cost Per Lead): Iss ka jariya jab kavi appka koi visitor CPL ka link per
click karta h to usko ak sign up ka page milaga ager wo uss sign up page ma click
kar ka uss site ma register karta h to isska badla ma appko commission milta h.
3.
CPC (Cost Per Click): Jab koi visitor appka CPC ka dawara refer ki hui link ka
jariya koi website per jata h to appko uska badla ma commission milta h.
4.
CPI (Cost Per Install): Jab koi visitor appka dawara refer ki hui link ka
jariya kisi v companies ya website ka Aps ko apna device ma successfully
install karta h to iska badla ma appko commission milta h.
Note: Ager app kisi website ya
blog ka jariya isska product ko promote karna chata h to mai appko suggest
karunga ki CPA type ka banner ko apna website ya blog ma lagaya.
Payment ka bara ma jankari:
Minimum Payout: Iska minimum payout h Rs.3000. Iska
matlab h ki ager appka account ma kam sa kam Rs. 3000 ho tavi ya appko payment
karagi.
Method of Payment: Ya apna customer ko sirf wire
transfer yani EFT(Bank transfer) ka jariya payment karti h.
Duration of payment: Jab appka account ma Rs.3000 ho jaya
to ya Maximum 60 days ka time lati h appka payment ko verify karna ma tavi ya
appka payment appko dati h EFT ka jariya.
To
ab app samaj hi gaya honga ki iCubeswire kya h aur ya kaisa kam karta h, to ab
jaiya aur jaldi sa iss site ma register ho ker paisa kamiya.
Also Read: Apna Website ka liya google plus page banaka ussko promote kara
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.