App
to janta hi honga ki aj kal koi v paisa ka transaction ka liya kisi v bank ma
account hona bahut jaruri h. Aur aj kal lagvag lagvag savi paisa ka lan dan
online sa hi hota h, q ki ya bahut hi secure aur easy h jissa app ghar baitha
baitha kisi aur ka account ma paisa vaj sakta h aur apna account ma paisa maga
v sakta h aur ya sab E-Banking ka jariya hi ho paya h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Aj
mai appko batana wala hu ki kisi v bank ma Current account kaisa khola jata h,
taki app apna business ma paisa ka lan dan asani sa kar saka Current account ka
jariya.
Also Read: Youtube video ko SEO friendly banana ki Tips
Also Read:Apna Blog Ma Popular Gadget add kara
Current account kya h:
Bank
ma mainly 2 taraha ka account khola jata h pahala Saving account jo aam public ka liya h. Isma app jo paisa apna
account ma jama karta h uss per appko interest milta h, jo banks ka dawara
deside kiya jata h.
Aur
dusra hota h Current Account ya
account koi company ya koi popular people (Jaisa Film Stars) apna paisa ka lan dan
ka liya open karta h. Isma paisa ka uper koi interest nhi milta h lakin issma
Over Draft facility h.
Kya Kya Docoments Lagaga:
Current
account khulana ma appko kuch documents ki jarurat paragi jisski list mai appko
niche da rha hu.
1.
PAN card: Current account
khulwaney ke liye app ko PAN number ki jarurat hogi.
2.
Property
Document / Lease / Rent Document: Yadi aap ki apni
property hai then property documents, yadi aap jahan per business kholna
chahatey hai, wo Lease per hai to lease documents, Rent per hai to rent
documents, aap ko photo copy or original submit karnay hongey.
3.
NOC
(No Objection Certificate): App jaha business start karata h to
waha sa appko NOC certificate milta h usa v bank ma submit katna hota h.
4.
Guarantee:
Current account khulwaney ke liye aap ko 1 Guarantor ki bhee zarurat hai, Mager
dhyan rahee aap ko current account key liye kisi dusra jissa pass pahala sa
current account h wahi guarantor ban sakta h.
5.
Address
Verification Documents: Voter card, Aadhar Card or any
other address document.
6.
Identification
Documents: Voter card, Aadhar card or any other
identity document
Bank
ma Current account kholna ka process:
Ab mai appko batata hu ki kaisa app Bank ma
current account khula sakta h. Sabsa pahala Bank ka Current account ka form
apnay ghar ya office mai laakar aaram sey fill karain, jahan zarurat ho
photograph glue se chipkayen, Staple nahee karein, Apnay
Signature sabhee jagah dhyaan se kar dein, Aapkay
guarantor kay signature with stamps hona chahiye. Aur
ab apnay sabhee required documents ko form kay saath lagakar bank me submit
kardein. Yadi koi
kami hogi to bank aap ko batadega ki yahan aap ko ye information ya document
bhee submit karna hai. Jab
aap apna form submit karna jaye to apnay sabhee original documents zaroor saath
lekar jaye q ki bank manager usa v dakh sakta h. Jab
Bank aap ka Application accept kar lega, tab aap ko apnay account me minimum
Rs.5000/- deposit karna hota hai. Ya
uss time bank ka jo bhee minimum amount current account opening charges hai
bank wale aapko bata denge, Aap
ka account open ho jata hai, aur aap kay, account confirmation documents aap ko
via post 8 to 10 days me aap ko mil jayaga.
To ab app samaj hi gaya honga ki kisi v
bank ma current account kaisa khulaya jata h, ager appko kahi huch v problem ho
to hama comment ka jariya puch sakta h.
Also Read:Adfly ka A to Z jankari.
Also Read: Create Website On Blogger for free
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.