Raksha Bandan ka uper Top Shayari

Raksha Bandan ka uper Top Shayari
Hello Dosto kuch hi dino ma Raksha Bandan ana wala h aur iss din ka intazar her bahan aur bhi karta h. Ya puri duniya ma manaya jata h, is ski suruwat rajputo aur maratho na ki thi jissma unki raniya (Queens) mugal ka rajao ko vajti thi aur badla ma wo Mughal king unka rajya per hamla nhi karta tha. Bus usi din sa laker aj tak ya festival chali aa rahi h.




Iss din Bahan apna bhi ko rakhi bandthi h aur badla ma bhi bahan ko koi accha sa gift  aur protection ka wada apna bahan ko karta h. 



Lakin aisa bahut sab hi bahan aur bhi h jo Raksha Bandhan jaisa iss pawitra festival ma ak sath nhi rah pata h jaisa ki hamara dash ka naw jawan jo hamara country ki protection ko hi apna sabsa bara dharam manta h aur v bahut log h. Wo savi SMS ka jariya hi apna mann ki vawana ko apna bahan ya bhaiyo tak pahucha data h isiliya mai ajj kuch aisa hi special SMS la ka ayah u jo Raksha Bandan per h.
 
 Also Read:Ten Facebook Tricks

1.  “Har ladki ko aapka inteezar hai Har ladki aapke liye bekaraar hai Har ladki ko aapki aarjoo hai Yeh aapka koi kamaal nahi Kuch din baad ‘Rakhi’ ka tyohar hai!”

2.  Kaise kahoon ki i miss u very much  aap ki zindagi me – khushiyon ki bahaar ho,  kaamiyabi aapke kadam choome,  This year my hands are empty but you always live in my heart.  Love you didi

3. Kaamyabi tumhare kadam chume, Khushiyan tumhare charo aur ho,  Par bhagwan se itni prarthana karne ke liye, tum mujhe kuch to commission do! To my extremely lovable (but kanjoos) brother… Just kidding as always. “Happy Raksha Bandhan.”

4. Chandan Ka Tika Resham Ka Dhaga
Sawan Ki Sugandh Barish Ki Fuhar
Bhai Ki Umeed Behna Ka Pyar
Mubark Ho Aapko “Raksha Bandhan” Ka Tyonhar
Happy Raksha Bandhan.

5. Ye Lamha Kuch Khas Hai
Behan Ke Hath Mein Bhai Ka Hath Hai
Tere Liye Mere Paas Kuch Khas Hai Meri Behna
Tere Sukun Ki Khatir Tera Bhai Hamesh Tere Sath Hai…
Rakhi Mubarak.

6. Bahen Aur Bhai Ka Pyar Hai Bahut Swaccha
Ye Rishta Bahut Pyar Hai Aur Accha
Bahen Bandhey Rakhi, Bhai Kare Wada Karunga Sada He Raksha
Issi Liye Mana Jaata Hai Ye Rishta Sabse Saccha..

7. Rishta Hai Ye Janmon Ka
Bharose Ka Aur Pyar Ka
Aur Bhi Gehra Ho Jaaye ye Rishta
Kyunki Rakhi Tyonhar Hai Bhai Behno Ke Pyar Ka

8. Rakhi Ka Tyonhar Aaya
Khushiyo Ki Bahar Laya
Aaj ye Dua Karte Hain Hum
Bhaiya Khush Raho Tum Har Dum.

9. Kacche Dhaago Se Bani Pakki Dor Hai Raakhi
Pyar Aur Meethi Shararato Ki Hod Hai Rakhi
Bhai Ki Lambi Umar Ki Dua Hai Raakhi
Bahan Ke Pyar Ka Pavitra Dhua Hai Rakhi

10. “Bhagwan kare tujhe bahut pyaar mile sabhi ladkiyan tujhe baandhe rakhi tujhe jeevan bhar ka unka saath mile.  Happy Raksha Bandhan.”

11. “Rakhi Ko Tyonhar Tha Rakhi Bandhane Ko Bhai Taiyar Tha Bhai Bola bahna meri ab to rakhi bandh do, Bahna Boli, Kalai Peechhe karo, Pahale Rupae Hazaar do.”

12.  “Kya Bataoo Yaaro Meri Kismat Ki Kahani Kuch Is tarah Likhi Gai Jin Hatho Se Gulab Dena Chahta Tha Unhi hatho me vo Rakhi Bandhkar Chali Gai.”

13.  “Behna ne bhaai ki kalaai se pyaar baandha hai pyaar ke do taar se, sansaar baandha hai  resham ki dori se -2  resham ki dori se sansaar baandha hai) -2.”

14. Bachpan ki wo bheeni smritiyan Lekar aaya Rakhi ka tyohaar Baat-baat par wo roothna mera Sneh tumhara jyun babul ka pyaar Mubarak ho Bhaiya tumhein Raksha Bandhan ka ye tyohaar!

15. Roli hui Rakhi hui Aur hui mithayi Ab to mera uphaar de do Mere pyaare bhai! Happy Raksha Bandhan!


16. Aaya Rakhi ka tyohaar Chhayi khushiyon ki bahaar Ek resham ki dori se bandha Bahan ne bhai ki kalaayi pe pyaar Happy Raksha Bandhan!

17.  Chandan ki dori Phoolon ka haar Aaya Saawan ka mahina Aur Rakhi ka tyohar Jismen hai jhalakta Bhai-Bahan ka pyaar Raksha Bandhan Mubarak ho Didi!

18. Rakhi ke is pavitra dhaage me hai bandhaa Dher saara sneh, dher saara pyaar Aur aseem laad-dulaar Rakhi par doon yahi asheesh Sadaa khila rahe tumhara sansaar! Raksha Bandhan ke tyohaar ki dher saari badhayi!

19. Suraj ki tarah chamakte raho Phoolon ki tarah mehakte raho Yahi dua hai is bhai ki aaj Ki aap sadaa khush raho! Bhai ki taraf se ek bahan ko Rakhi ki hardik shubhkamnaayen!

20. Rishta hai janmo ka hamara,  Bharosa ka aur pyar bhara, Chalo ise bandhe bhaiya rakhi ke atut bandhan mein Happy Raksha Bandhan to My Dearest Brother.

21. Rishta hum bhai bahen ka,  kabhi mitha kabhi khatta, Kabhi ruthna kabhi manana Kabhi dosti kabhi jhgda Kabhi rona aur kabhi hasna, yeh rishta hai pyaar ka  Sabse alag sabse anokha.

22. Aaj tilak kyun hai beranga sa  Aaj kalayi kyun hai suni si Mithai bhi aaj phiki si lagti hai  Mere payare Bhaiya Missing You on this auspicious occasion of Raksha Bandhan

23. Bhaiya mere rakhi ke bandhan ko nibhana Bhaiya mere Choti bahan ko na bhulana Dekho ye nata nibhana, nibhana Bhaiya mere..


Ab app inn msz ka istamal kar ka apna Raksha bandhan ma apna mann ki bat ko apna bhi ya bahan tak pahuchaya aur Enjoy kariya……

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.