Jis
taraha app apna Website ko facebook page ka jariya facebook per promote kar
sakta h thik usi taraha app apna Website ka liya Google+ Business page v bana sakta h. Jissa appka website per
visitor google+ sa v ana suru ho jayanga aur appka Website badagi.
Website create karne ke baad sabse pahla kaam aapko yahi karna chaahiye ki alag-alag social sites jaisa facebook, Google+, twitter, Pinterest, Linkedin, instagram etc par apna account banaye aur apne articles ko share kare. Q ki “Jo Dikhta h wahi Bikta h”.
Step 2: Create page par aapko “Brand” select karna hai kyunki ham apni brand/website ko promote karne ja rahe hain.
Staylish Cover photo aap fotojet.com par easily create kar sakte hain. fotojet par aap drag and drop karke professional cover photo design kar sakte hain.
Aap fiverr par logo and cover $5 me order kar sakte hain.
Aap bhi apna personal custom URL set kar sakte hain.
Page manager ke paas aapke Google+ page me post karne ka, page edit karne ke adikar hote hain.
Aapke friend ko page manager ki request link receive hogi aur usko link open kar verify karna hoga.
Post editor me aap Photo, video, link, Poll, event jaisi post kar sakte hain.
Aap post ki visibility set kar sakte hain jisme post kisko show kare public, circles, aapke friends wo sab aap choose kar sakte hain.
Video aap apna Youtube channel se direct post kar sakte hain ya fir direct search karke add kar sakte hain.
To ab app samaj hi gaya honga ki kaisa Google+ page banaya aur usski settings kara.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Website create karne ke baad sabse pahla kaam aapko yahi karna chaahiye ki alag-alag social sites jaisa facebook, Google+, twitter, Pinterest, Linkedin, instagram etc par apna account banaye aur apne articles ko share kare. Q ki “Jo Dikhta h wahi Bikta h”.
facebook and Google+ par hum apni website ke liye alag
se Brand Page bana sakte hain jo ki social network par hamari brand ko aur
jyada popular banata hai. Lagbhag sabhi websites, companies’ ke facebook page
aapne jarur dekhe honge, same Google+ par bhi sabhi badi badi Brands ke Pages
aap dekh sakte hain.
Also Read:Increase Blogger Traffic
Also Read: YouTube sa Paisa kaisa kamaya.
Steps Google+ Par Brand Page Banana Ka:
Aj mai bt karunga ki kaisa app apna Website ka liya Google+ Business Page banaya aur apna Business ya website ko popular banaya. B sap mara nicha bataya gaya Steps ko follow kara.
Step 1: jaisa ki aap jaante hain sirf Gmail ki single ID se hum Google ki sari services ka use kar sakte hain isliye apne Gmail account par login kare aur https://business.google.com/create per jaya.Step 2: Create page par aapko “Brand” select karna hai kyunki ham apni brand/website ko promote karne ja rahe hain.
Step 3: Ab next screen me aapko Page Name, Website
Address enter karna hai aur Type of Page me Product or Brand
choose karke “create page” par click karna hai.
Ab appka Page ban kar tayar h abb
appko kuch Settings karni h jissa appka page Accha laga aur Visitor ko ya pata
chal sakta ki appka iss page ma kya h.
Brand Page Logo And Cover Photo Add Kare:
Page create karne ke baad sabse pahle aapko cover photo and Logo add karna hai. Dono ka look professional hona jaruri hai.Staylish Cover photo aap fotojet.com par easily create kar sakte hain. fotojet par aap drag and drop karke professional cover photo design kar sakte hain.
Aap fiverr par logo and cover $5 me order kar sakte hain.
Add Tagline, Intro and contact info:
Google+ par page create karne ke baad ab hame apne page ki profile set karni hai, jisme hame About option me apni website se related information insert karni hai- About tab par click kare
- Story tab par aapko apne page ki tagline and introduction add karna hai. Introduction short and sweet rakhe. Jissa Visitor Akarchit ho.
- Agar website ke liye page banaya hai to apni website ki details add kare.
Page Ka Custom URL set kare:
Google+ page par aap apna custom URL set kar sakte hain, jaise ki mera URL hai “google.com/+HindimapadaBlogspotIn”Aap bhi apna personal custom URL set kar sakte hain.
- Apna custom address set karne ke liye About tab par “Links” par click kare.
- Links me aapko apni site verify karni hogi.
- Uske baad edit par click karke aap apna custom URL add kar sakte hain.
Friends ko Page Ka Manager banaye:
Apne page ko manage karne ke liye aap apne friends circle me kisi ko bhi page ka manager bana sakte hain.Page manager ke paas aapke Google+ page me post karne ka, page edit karne ke adikar hote hain.
- Page manager add karne ke liye Page ki settings par click kare, yaha Managers select kare aur ADD manager par click kare
- Now apne friend ki email ID type kar request send kare.
Aapke friend ko page manager ki request link receive hogi aur usko link open kar verify karna hoga.
Also Read: CSS kya h, Issa apna Website ma add kara
Google+ Page par Post Kaise Kare:
Google+ page par aap kayi tarah ki post kar sakte hain wo bhi bina word limitation ke.Post editor me aap Photo, video, link, Poll, event jaisi post kar sakte hain.
Aap post ki visibility set kar sakte hain jisme post kisko show kare public, circles, aapke friends wo sab aap choose kar sakte hain.
Video aap apna Youtube channel se direct post kar sakte hain ya fir direct search karke add kar sakte hain.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.