YouTube per app jab v koi video upload
karta h to appko usski sahi sa settings karni parti h jis ka liya appko Video
ko sahi sa tagged aur appka video ma kya h logo ko uska bara ma description ka
jariya batana parta h. Jo ki bahut hi irritating hota h q ki appko her bar hi
ya savi karni parti hogi jab v app koi new video ko upload karta h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Lakin mai aj appko batana wala hu ki
kaisa app apna savi video ka liya Default settings kar da jissa appko ya savi
apna video ka liya bar bar set karna ki jarurat nhi h. Jissa appki kimti time
save hoga.
Aap youtube par ek bar monetize setting
kar donge to aapki new video automatically monetize ho jayegi. Monetize ke
alawa aap or bhi bahut si setting default rakh sakte ho. Jo video upload kartne
par aapko already set huyi milagi.
Upload karta time Savi Video ka liya Default sattings kara:
To ab app samaj hi gaya honga ki savi
video ka liya default sattings kitni jaruri h aur ab app mara steps ko follow
kara to app samaj jayanga ki ya kaisa karnah.
Step 2:
Uske bad Left side sidebar me My Channel >> Video Manager
par jaye.
Step 3: Ab left
sidebar me Channel
>>Upload defaults par click kare.
Ab ak new page khulaga
ussma niche bataya gaya anusar fill kar ka Save
kar da.
1.
Privacy:
Aap video ko public, private or unlisted kar sakte hai. Public ka matlab
aapki video ko sari duniya dekh sakti hai. Private ka matlab aapki video
ko sirf aap dekh sakte hai. Unlisted ka matlab video aapki list me show
nahi hoga.
2.
Category: Ap
kis taraha ka video ko apna channel per upload karta h usko ap yaha sa categorized
kar sakta h. Jaisa mai apna channel per Blogging sa related video dalta hu to
maina “People and Blog” select kiya
h.
3.
License:
Agar aapke pas koi license hai to uski information yaha set kar sakte hai. Or
agar aapke pass koi license nahi hai to aap Standard YouTube License
Select kare.
4.
Title: Yaha
app uss word ko likha jiss app chata h ki wo word appka har video ka title ma
raha. Jaisa man lo appka channel ka name.
5.
Description: App
jo v iss box ma varoga wo savi appka har video ka description ma rahaga isiliya
mai suggest karunga ki app koi aisa Description likha jo savi video ka liya kam
kara. Jaisa man lo app yaha per apna blog per visitors ko jayada jankari ka
liya refer kar sakta h ya to app yaha per apna Social media ka ID ko v dal
sakta h jisska jariya visitors appko Social media ma v follow kar saka.
6.
Tags:
Koi important tags jo aapki har video se related ho. Aap yaha par set kar sakte
ho. (Aap maximum 5-7 tags hi use kare.)
7.
Comments and ratings: Agar aap chahate ho ki aapke videos par log
comment kare or aapke video ki rating bhi kara to aap comment and ratings ke
samne tick kare.
8.
Monetization:
Agar aap new video ko automatically monetize karna chahate hai to is par tick
kare.
9.
Ad formats:
Yaha Overlay in-video ads, Shippable video ads or Sponsored card teen tarah ke
ad format hai. Aapko videos par kis kis type ke ads dikhane hai wo select kare.
10.
Ad Break: Ager
app 10 ya ussa jayada time ki video ko upload karta h to app iss option ko
select kar sakta h. Iss option ko select karta hi app ka video ka bich bich ma
v ads dikhna suru ho jayagi.
11.
Video Language: Aap kis bhasha ki video upload kar rahe ho. Apne
videos ki bhasha choose kare.
12.
Subtitle Contributions: Log aapki videos or uske title ko dusri language
me convert kar sakte hai or aapki video ko dusre logo ke sath share kar sakte
hai. Mostly agar aap chahate hai ki people aapki video ki language yani translate
kar sake to aap ye option select kar sakte ho.
13.
Caption certification: Yaha
aapko ye select karna hai ki aapka video aapka banaya hua hai or copyright nahi
hai.
14.
Suggest video improvements: Agar aap chahate hai ki log aapko videos me
sudhar ke liye suggest kar sake to aap “Suggest
video improvements” select kare ya fir ager app chata ki ki log suggest na
kara to app “Never Suggest video
improvements” select kare.
15.
Video Location: Agar aap apne new videos ke liye location set
karna chahate ho to yaha par kar sakte ho.
16.Video
statistics:
Agar aap chahate ho ki aapke videos YouTube watch page par publicly yani sabko
dikhayi de to yaha select kare.
Step
4: Ager
appna ya Settings kar li ho to last ma Save
kar da jo ki top right corner ma hogi.
Also Read:Create Android Mobile Aps and Make Money
Ab jab bhi
aap apne youtube channel par koi video upload karoge to aapko upar ki gayi
setting pahle se Set ki hui milegi. Jisse aapko bar bar new videos par full
information nahi bharni padegi.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
1 comments:
Nice .thanks
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.