Jaisa
ki app janta hi hai ki youtube world ki best video ki site h aur app iss per video upload kar ka v paisa kama sakta h. Lakin isska liya appka
channel ko popular hona paraga aur ya tavi ho sakta h jab app iss YouTube
channel per acchi acchi video ko upload kara aur appka Channel ko jayada sa
jayada log subscribe kara.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
To
ajj mai appko bataunga ki kaisa app apna Channel ka liya subscribe
button create kar sakta h jissa
appka channel ko jayada sa jayada log subscribe kar saka, aur issa appki channel
ki tariff v jayada ho. Aur mai appko iss post ma ya v bataunga ki kaisa app iss
subsribe button ko apna blog/website ma v add kar sakta
h.
YouTube Subscribe Button banana ka steps:
YouTube subscribe
button ko banana ka liya app mara steps ko follow kara. Aur appka subscribe
button kuch hi der ma ban ka ready ho jayaga. Sabse pahle aap Google developer ki site par jayiye. Uska bad appka samna ak
page khulaga jo app nicha dakh sakta h.
1. Yaha per app apna
channel name ya apni ID dala.
2. Ager app chata h ki
appka subscribe button ma appka photo v show ho to app issa Full kar da lakin ager app chata h ki
sirf subscribe button hi dikha to issa default
hi rahana da.
3. Theme ka jariya app
apna subscribe button ka colour ko change kar sakta h.
4. Ager app chata h ki
appka youtube channel per kitna subscriber h wo show ho to issa Default rahana da lakin ager app nhi
chata ki appka subscriber show ho to issa hidden
rakha.
5. App jo jo settings
karanga usska live preview yaha dakh sakta h, jissa appko apna mann ka hisab sa
apna subscribe button banana ma asani ho.
6. Appna jo jo
information uper dala h usska hisab sa yaha per appko ak Java Script code
milagi, jissko app apna blog ya website ma add kar sakta h.
Apna YouTube Button ko kaisa apna
Website ma add kara:
To ab appna YouTube
Subscribe button bana li h ab app issa apna website ma v add kar sakta h usska
liya app uss YouTube Subscribe button ka code ko copy kar la aur nicha ka steps
ko follow kara.
Step
1: Sabsa Pahala app apna Blogger>>Layout>>Add
Gadget>>HTLM/JavaScript ko select kara aur ads ki copy ki hui code ko
waha paste kara.
Step
2: Ab app uss
HTML/JavaScript ko Save kara uska bd
Save Arrangement pr click kar ka
save kar da.
To ab appka website per v appka youtube
channel ka subscribe button add ho chukka h ab koi v visitor appka youtube
channel ko appka website ki madat sa v subscribe kar sakta h.
Ager app janna chata h ki kaisa app
youtube ki madat sa paisa kamaya to app mara YouTube ko monetizedkar ka paisa kamaya ki post ko padh sakta h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.