Dosto
maina pichli post ma flipkart affiliated program ka bara ma bata chuka hu, so
aj mai appko batauga ki kaisa app apna blog/website ma flipkart affiliated ka
ads ko kaisa add kara aur paisa kamaya.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Jaisa
ki app janta h ki aj kal ka iss online ka dawar ma paisa kamana koi bari chiz
nhi h. Ager apna apna khud ka website banaya h aur appka website ki fan
following jayada h to app flipkart affiliated program ki madat sa asani sa ghar
baitha baitha mahina ka 25000 sa 30000 kama sakta h.
Flipkart affiliated ka ads ko kaisa apna blog/website ma lagaya:
To
ab jayada bat na karta hua ya janta h ki kaisa app apna blog ma flipkart
affiliated ka ads ko lagaya taki app paisa kama saka, ab app mara steps ko
dhayan sa padiya:
Step
1: Sabsa
pahala app flipkart affiliated ki site per
login kara. Uska bad Affiliate Tools per click kara.
Step 2: Isma
app 4 option dakh sakta h.
1.
Bookmarklet Widget: Ya appka kam kin hi
h isiliya isa aisa hi chor da.
2. Promotional Widgets: Isma app taraha taraha ka widgets dakh sakta h jaisa Featured Deals, Best Seller, Search Widget etc.
3. Promotional Banner: Isma appko Category base, Deal of the day, App Install jaisa affiliated product ki link milagi.
4. Product links & Banner: Isma appko kisi specific product ki affiliated link milagi.
Step 3: Ab
app ko issma sa kisi ka v affiliated link pan aka liya appko Generate Code ki link per click karna
h.
Step 4:
Uska bad appka samna uski link aa jayagi. App uss ki link ko copy kar la.
Step 5: Ab app apna Blogger>>Layout>>Add Gadget>>HTLM/JavaScript ko
select kara aur ads ki copy ki hui code ko waha paste kara.
Step 6: Ab app uss HTML/JavaScript ko Save kara uska bd Save Arrangement pr click kar ka save kar da.
Ab appka ads apka blog ma dikhni lagagi. Ab
mara khayal sa appko samaj ma aa gaya hoga ki kaisa apna blog ma Flipkart ki
affiliated ka ads ko lagaya.
So ab jayada der na kara jaldi sa apna
affiliated ka ads ko website ma lagaya aur mahina ka 25000 sa 30000 hazar
kamaya.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.