Youtube
ka nam to app na suna hi hoga, ya world ki best video ki website h jissma appko
taraha taraha ka video jaisa movie, tutorials, songs etc ka video ko app online
ya offline dakh sakta h. Maina anpa pichla post ma bataya h ki kaisa app apna youtube channel ka liya default settingkara
app ussa v padh sakta h.
13. YouTube Keyword Shortcuts:
Aapne Computer ke normal shortcuts toh sune honge .Lekin kya aapne Youtube per v shortcut key ka use kar sakta h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
YouTube
per per day cororo log visit karta h aur ganto tak youtube per apna samay
bitata h videos ko dakhna ma, jissa app samaj hi gaya honga ki youtube ab life
ka hissa ban gaya h. Lakin YouTube per bahut sa tricks h jisska istamal kar ka
app ko video streaming ma asani hogi aur appka time v waste nhi hoga isiliya
appko ya post bari dhayan sa padni chaiya.
Also Read:Apna Blog Ma Popular Gadget add kara
1. Youtube Video Download
kare bina kisi app ke:
Appna kavi na kavi youtube ka videos ko download karna ka liya kisi na
kisi Video downloading softwear ka istamal kiya hi hoga lakin kya app janta h
ki app bina kisi softwear ka v video download kar sakta h.Ager app isska bara ma nhi janta h to mai appko batata hu ki app jab v koi video ko open kara to uska URL ma www. ke baad "ss" add kariye uska bad uss URL ko reload kara uska bad app dakhanga ki appko uss particular video ka downloading link mil jayaga. Jisski madat sa app bina kisi softewear ka video download kar payanga.
2.
Video ko bad ma dakha YouTube per:
Ager app kisi video ko dakhna baitha aur usi samay appko
kuch kam aa gaya lakin wo video v dakhna jaruri h to ab app tension na la
YouTube per app Watch Later ki help sa uss video bad ma dakh sakta h. Puri details ka
liya app nicha ka Picture ko dakha.
3.
Apna YouTube screen ko vibrate kara:
Kya appko pata h youtube per jab app 'Use the
force Luke' type karka enter press karanga to
appki YouTube ki screen vibrate hona lagagi.
4. Apna Video Streaming ka
speed badaya:
Ager appka connection slow h aur
app apna video ka loading speed ko badana chata h to app wo v kar sakta h bs appko
youtube.com/account_playback ki link ma jaka “I have a slow connection. Never play
higher-quality video.” Ka option ko select kar la.
5. YouTube Video ko GIF ma
convert kara:
Agar aapko kisi video ko
gif yani bitmap image me convert karna hai lekin aapke paas koi software nahi
hai toh bhi aap Youtube se direct Gif bana sakte hai.
Apne url me www. Ka bad gif add kijiye aur aap automatically GIF maker me chale jayenge.
App Make me gift ma jaka v gif video bana sakta h
6. Apna YouTube video ko MP3
ma Convert kara:
Ager app apna YouTube ka kisi v
video ko mp3 ma convert karna chata h to kar sakta h uska liya appko Peggo ki website ma jaka YouTube ka kisi v video ka URL
ko waha paste karna hoga.
7. Dusra webpage ko dakhna
ka dauran v video ko dakha:
Ager app chata h ki kisi dusra
web page ka sath sath video ko v dakha to wo v kar sakta h, ak Google crome
extension ki madat sa jisska nam h Floating YouTube. Jab app iss Extension ko apna
Browser ma install karta h to appko youtube video ka sath sath dusra web page v
dakh sakta h.
8. YouTube video ko slow
motion ma dakta:
Ager app kisi video ka
interesting part ko dakh raha h aur app uss parh ko dhayan sa dakhna chata h to
isska liya appko uss video ko slow motion ma dakhna ki jarurat parti h jo ki
app Gear
icon > Speed > select “.5” or “.25” ki madat sa video ko slow kar sakta h.
9. YouTube ko colourful
dakha:
Ager app apna Youtube ko
colourfull dakhna chata h to app youtube ka search box ma "doge meme" type
kar ka enter press kara uska bad appko savi option colourful dikhna lagagi.
10.
Apna Favourite Artist ka savi Album ko ak sath dakha:
Agar aap ko aapke
favorite artist ke songs ek hi page pe chahiye ho toh aap iss trick ka use kar
sakte hai. Simply search box me #Artist
Name likh ka search kara.
#JessieJ
11.
Video ka music ko identify karna:
MooMa.sh ak aisa site h jo appka kisi v
video ka songs ko identify kar sakta h, bs iska liya appko issma apna YouTube
video ka url to dalna hoga.
12. HD friendly Internet
provider ka pata lagaya:
Google’s Video
Quality Report ki madat sa app pata laga sakta h ki appka jo
internet provider h wo HD video supported h ya nhi ager h v to uski speed kitni
h, aur sath hi sath iski madat sa app ka provider aur appka local area ma jitna
v internet provider h ussa compare v kar sakta h.
13. YouTube Keyword Shortcuts:
Aapne Computer ke normal shortcuts toh sune honge .Lekin kya aapne Youtube per v shortcut key ka use kar sakta h.
k = Pause/play
j = 10 seconds video rewind kare .
l = 10 seconds video fast forward kare.
m = mute
Number 0 = video beginning se start kare
Number 1-9 = 10% se lekar 90% tak video me jump kare .
14. Apna YouTube video ko TV ma dakha:
Kya app janta h YouTube ka video ko app apna TV ka big screen ma v dakh
sakta h Wi-Fi ki madat sa.
Iska liya sabsa pahala app apna TV ma YouTube ka aps ko open kara, uska
bad apna laptop/mobile sa apna TV ko wi-fi ki madat sa connect kara. Ab app
apna Laptop/Mobile sa youtube.com/pair ki site ma jaka apna TV ko pair kara, ab app apna
TV ka YouTube aps ka Setting ka pair
device ma jaka code ko enter kar da app ka TV Youtube saw i-fi ka jariya
connect ho jayaga ab app koi v video ko apna tv per dakh sakta h.
15. Age Restriction video ko bina sign
in kiya hua dakha:
YouTube per bahut sa aisa
videos hota h jo age restricted hota h aur isska liya appko youtube per sign in
kar na hota h lakin app bina sign kiya hu v wo videos ko dakh sakta h. Bas aap
ko karna yeh hai , Aapne url me se "watch?" mita de aur "v="
ki jaga "v/" likhe.Phir enter dabaye aur bina login ke video
ka maza le.
To ya hua YouTube
ki kuch Top Secret tricks jisska bara ma appna kavi v nhi suna hoga.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.