YouTube
duniya hi sabsa bari Video ki site h jiss par Caroro log per minute video
upload karta h aur video dakhta h. YouTube ka jariya app paisa v kama sakta h maina
apna pichla post ma bataya h ki kaisa app YouTube ka jariya paisa kama sakta h.
Ager app apna Tutorial ka video ban aka Youtube par dalta h to issa appka popularity v badigi aur appki income v hogi. Lakin ager app sochta h ki sirf video upload kar dana sa appki income hona lagagi aur appka Video Youtube Search result ka first page ma ana lagaga to app galat h. Isska liya kuch khas bato ka dhayan rakhna paraga.
Youtube ko SEO friendly banane ke liye aapko bas video uploading karte time ye bate dhyan me rakhni hai or seo ko follow karke video information bharni hai. Aapko bas isme thodi mehanat karni hogi or video ki complete setting karni hogi. Iss post ma mai sab kuch details ma batauga bs app iss post ko dhayan sa padiya.
Tips For Your Video makes SEO friendly:
Yaha mai aapko search engine se organic traffic receive karne ki tricks bta raha hu. jinhe follow karke aap apne youtube videos par adhik veiws prapt kar sakte ho aur jayada sa jayada paisa kama sakta ho.
1. Set up youtube settings:
2. Use SEO friendly Video title:
Kisi v post ka title ki hi taraha hi Video ka title sabsa jayada main chiz hota h jissa logo ko pata chal jata h ki iss video ma kya h aur ya video kis chiz ka bara ma h. Lakin ager appna apna video ka liya koi v title chun liya to wo SEO friendly h ya nhi isski koi duranty nhi h. Lakin app apna video ka title ko v seo friendly bana sakta h KeywordPlanner ki madat sa. Aur jayada sa jayada Organic Search pa sakta h.
3. Video Description:
Blog par hum sirf 160 words me hi post description add kar sakte hai but youtube par aysa nahi hai. Aap jitne chaho video description me words use kar sakte ho. Ager app apna video ko Youtube search result ka first page ma lana chata h to app description ma SEO friendly words ka hi use kara.
Video ko search engine friendly banane ke liye aapko jyada content likhne ki jarurat nahi hai. Aap only 3-5 lines me video ke bare me likh sakte ho. Bahut bar jab koi user aapki video description me add keywords search karta hai to aapki video search me aa jati hai.
4. Change Video File Name before Upload:
Jab app koi video ban aka YouTube ma dalta h to dalna sa pahala youtube ka video ka nam ko rename kar la aur usska name video ka anusar hi SEO friendly keywords ka use kara.
Video files name search algorithm ko btata hai ki aapke videos me kya kya hai or aapka video kis bare me hai. Sath hi video file name search ko aapke video ko jaldi index karne me help bhi karta hai. Isliye apne video ki file me targeted SEO keywords jarur use kare.
5. Add Video Thumbnail:
Video upload karne ke bad video ke iye thumbnail upload karna bahut jaruri hai. Aap thumbnail add karke user ko attract kar sakte ho. Isse video par jyada views hote hai. Aap her video me 2MB se kam size ki koi bhi photo upload kar sakte ho. Ye video ke cover ka kaam karti hai. Jis tarah mobile par cover lagane se wo or bhi better dikhne lagta hai same wese hi video par thumbnail dalne se log use jyada dekhna pasand karte hai.
6. Tagging Your Video:
Jis taraha Blog ma Category/Level kam karta h usi taraha YouTube ma tag h. App apna video ko tag kara aur jab koi visitor uss tag sa related kuch v search karta h to appka video uss visitor ko dikhaga aur appki SEO v increase hogi.
7. Use subtitle/closed caption (CC):
Aapne youtube par video t odekhe honge or video me setting icon se pahle cc ka option bhi dekha hoga. Iska kam h ki app jo kuch v video ma bolta ho usko app CC ki madat sa text ma save kar sakta ho.
Ager app apna video ko popular karna chata h to iss feature ka jarur istamal kara q ki man lo ager appna appna video hindi language ma banaya h aur ager appna CC ka use kar ka ussma English language ma Text likha h to issa appko English aur hindi language janna wala savi visitors sa appko view milaga aur appki SEO badagi
Closed caption use karke aap chaho to bina voice ki vdieo bhi bana sakte ho.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Also Read:YouTube sa Paisa kaisa kamaya.
Also Read:YouTube Video download bina koi softwear
Yaha mai aapko search engine se organic traffic receive karne ki tricks bta raha hu. jinhe follow karke aap apne youtube videos par adhik veiws prapt kar sakte ho aur jayada sa jayada paisa kama sakta ho.
1. Set up youtube settings:
Ager
app na apna Video to bana liya h lakin usska Settings ko thik sa maintain nhi
rakha h to issa appko bahut nuksan v ho sakta h aur appka video ki tariff v kam
ho jati h isiliya sabsa pahala app apna YouTube chanal ki SEO friendly settings
jarur kar la.
2. Use SEO friendly Video title:
Kisi v post ka title ki hi taraha hi Video ka title sabsa jayada main chiz hota h jissa logo ko pata chal jata h ki iss video ma kya h aur ya video kis chiz ka bara ma h. Lakin ager appna apna video ka liya koi v title chun liya to wo SEO friendly h ya nhi isski koi duranty nhi h. Lakin app apna video ka title ko v seo friendly bana sakta h KeywordPlanner ki madat sa. Aur jayada sa jayada Organic Search pa sakta h.
3. Video Description:
Blog par hum sirf 160 words me hi post description add kar sakte hai but youtube par aysa nahi hai. Aap jitne chaho video description me words use kar sakte ho. Ager app apna video ko Youtube search result ka first page ma lana chata h to app description ma SEO friendly words ka hi use kara.
Video ko search engine friendly banane ke liye aapko jyada content likhne ki jarurat nahi hai. Aap only 3-5 lines me video ke bare me likh sakte ho. Bahut bar jab koi user aapki video description me add keywords search karta hai to aapki video search me aa jati hai.
4. Change Video File Name before Upload:
Jab app koi video ban aka YouTube ma dalta h to dalna sa pahala youtube ka video ka nam ko rename kar la aur usska name video ka anusar hi SEO friendly keywords ka use kara.
Video files name search algorithm ko btata hai ki aapke videos me kya kya hai or aapka video kis bare me hai. Sath hi video file name search ko aapke video ko jaldi index karne me help bhi karta hai. Isliye apne video ki file me targeted SEO keywords jarur use kare.
5. Add Video Thumbnail:
Video upload karne ke bad video ke iye thumbnail upload karna bahut jaruri hai. Aap thumbnail add karke user ko attract kar sakte ho. Isse video par jyada views hote hai. Aap her video me 2MB se kam size ki koi bhi photo upload kar sakte ho. Ye video ke cover ka kaam karti hai. Jis tarah mobile par cover lagane se wo or bhi better dikhne lagta hai same wese hi video par thumbnail dalne se log use jyada dekhna pasand karte hai.
6. Tagging Your Video:
Jis taraha Blog ma Category/Level kam karta h usi taraha YouTube ma tag h. App apna video ko tag kara aur jab koi visitor uss tag sa related kuch v search karta h to appka video uss visitor ko dikhaga aur appki SEO v increase hogi.
7. Use subtitle/closed caption (CC):
Aapne youtube par video t odekhe honge or video me setting icon se pahle cc ka option bhi dekha hoga. Iska kam h ki app jo kuch v video ma bolta ho usko app CC ki madat sa text ma save kar sakta ho.
Ager app apna video ko popular karna chata h to iss feature ka jarur istamal kara q ki man lo ager appna appna video hindi language ma banaya h aur ager appna CC ka use kar ka ussma English language ma Text likha h to issa appko English aur hindi language janna wala savi visitors sa appko view milaga aur appki SEO badagi
Closed caption use karke aap chaho to bina voice ki vdieo bhi bana sakte ho.
Ab
app samaj hi gaya honga ki appko kya kya karna h jissa apki Video ki tariff
bada. To ab mai suggest karunga ki app video banaya aur paisa kamaya youtube ka
jariya.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.