Maina
apna pichla post ma bataya h ki Affiliated Program kya h aurussa income kaisa ki jati h, ager app affiliated program ka bara
ma deep ma janna chata h to iss padh la.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Aj
ma ak aisi site ka bara ma batana ja rha hu jo apna product ka sale ka liya
affiliated program offer karti h usska nam h Flipkart. Ya india ki top online
shopping karna ki site h mai iss post ma batauga ki Flipkart affiliated Program
kya h aur issa kaisa aur kitna commission mil sakta h bs app mara iss post ko
dhayan sa padiya.
Also Read:Asani sa Paisa kamana ka top seven tips
Also Read: Share market kya h ussa paisa kaisa kamaya
Flipkart Kya Hai:
Flipkart
India ki ak online shopping
company hai jise Sachin
Bansal and Binny Bansal ne 2007 me banaya tha ya dono pahala
Amazon.com (USA Base) ka under kam karta tha. Flipkart Singapore me registered
hai but iska headquarters Bangalore, Karnataka, India me hai.
Flipkart
per millions of products aur usska varieties appko mil jayanga jisska liya app
bahut si tariko sa payment kar sakta h jaisa COD (Cash On Delivery), Credit/Debit
Card Gift Vouter etc. Flipkart ki ak aur v acchi bat h ki ya india ka kisi v
kona ma delivery karta h aur savi jagha COD v accept karta h.
Flipkart Affiliate Porgram kya h:
Jab
app flipkart ka affiliated program sa jur jata h to issma appko flipkart ka
product ka promotion karna hota h aur jab koi appka dawara promote kiya gaya
uss link sa kuch saman lata h to appko usska badla appko usska commission milta
h.
App promotion karna ka liya social media ya
apna blog ka istamal kar sakta h. Ager app na blog nhi banaya aur free ma apna
blog banana chata h to 5min ma free blog banaya ko akk bar padh la.
Flipkart
sa kitna commission mil sakta h:
Flipkart
aapko product ke price ke hisab se aapko commission deta hai. ye commission 5%
se 20% tak ho sakta hai. Agar aap janna chahate hai ki flipkart kis product par
kitna commission deta hai to aap flipkart
commissions form par visit kare.
Flipkart
affiliate program par aap 2 tarah se money earn kar sakte hai. ek me aapko
flipkart par shoping karni hogi or dusre me aapko direct bank account me
payment milega.
Gift
Voucher:
Isme aap flipkart se jo bhi paise kamaoge wo aapko nahi milenge. Aap sirf un
paiso se flipkart se shoping kar sakte ho. Yani flipkart aapko cash payment
nahi karega. Aapko uske product buy karne honge. Isme aapki earning Rs250 hone
par aap shoping kar sakte ho.
EFT:
EFT
yani Electronic fund transfer, Is method me flipkart aapke bank account me
direct payment send karta hai. Jab aapki earning Rs1000 ho jati hai to aap
payment receive kar sakte ho.
Flipkart Affiliated sa Commission kaisa kamaya:
Flipkart
affiliate program ko join karne ke bad jab aap apne blog/website par uske ads
lagaoge ya social media ma kisi specific product ka link share kara or ab jo
koi v uss per click kar ke product buy
akrega to aapko uska kuch persent commission milega.
Flipkart
ke link or banner ads ko aap apne hisab se customize kar sakte ho. Or kisi bhi
product ko search karke uska affiliate link generate kar sakte ho.
Flipkart sa hama paisa kaisa milaga:
Jab
appka commission flipkart ka dawara tay ki gayi minimum balance cross kar jati
h to app iss paisa ka istamal kar sakta h, ya balance 2 taraha ki hoti h.
1. Gift Voucher: Isme aap flipkart se jo bhi paise kamaoge
wo aapko nahi milenge. Aap sirf un paisa se flipkart se shoping kar sakte ho.
Yani flipkart aapko cash payment nahi karega. Aapko uske product buy karne
honge. Isme aapki earning Rs250 hone par aap shoping kar sakte ho.
2. EFT: EFT yani Electronic fund transfer,
Is method me flipkart aapke bank account me direct payment send karta hai. Jab
aapki earning Rs1000 ho jati hai to aap payment receive kar sakte ho.
Note: Ager
app apna khud ka account sa shopping karta h to appko commission nhi milaga.
Flipkart
Affiliate Program Par Account Kaise Banaye:
Mara
khayal sa ab app flipkart affiliated ka bara ma savi kuch jan hi gaya honga ab
ma batata hu ki kaisa app issma apna account bana sakta h.
Step
1:
Flipkart par register karne ke liye sabse pahle aap Flipkart Affiliate
par jaye or JOIN
NOW FOR FREE par click kare. Uska bad ak page khulaga uski
screenshot app niche dakh sakta h.
1. Yaha par aapko apna
email address dalna h.
2. Yaha apna password
choose karne hai.
3. Password retype kara
4. Yaha click karka ya
bataya ki app robot nhi h.
5. Uska bad bad “I agree to the Flipkart Affiliate
Program Term and Conditions” ke samne tick kare. Uske
bad REGISTER ME button par click kare.
Step
2: Ab
ye message show hoga “Successfully registered! Please check your email for a
confirmation link to activate your account.”. So apne gmail inobox me jaye or
usme diye link par click kare. Us link par click karke aapko account verify
karna hai.
Step
3: Ab
aapke samne flipkart affiliate account information ka page khulega. Ab yaha par
aapko apne account ki sahi information bharni hi.
1. Yaha appko apna
khud ki details varni h.
2. Yaha appko apna
website ki details varni h ager h to.
3. Yaha appko choose
karna h ki app payment Gift voucher ma langa ya direct bank account ma to EFT
select kara. Ager app bank account ma payment lana pasand karanga to appko kuch
extra documents upload karna paraga.
4. Yaha sa app apna
dawara dala gaya details ko edit kar sakta h.
To ab aj maina appko Flipkart ka bara ma aur iss ma account kaisa banaya uska bara ma bataya next post ma mai batauga ki kaisa app flipkart affilated sa kisi v product ka banner bana sakta h.
Also Read:Create Free Wabsite on WordPress
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.