Dosto mara khayal sa app savi na apna khud ki site(Blog) to banayi hi hogi
aur app sochta honga ki aisa kya kara ki app ki site pr log jaya sa jayada
aya.Kyuki humari site par jitne jada visitors aayenge utna hi humari site ki
popularity badagi aur utna jayada hi appki kamayi hogi. Iska liya kuch aisi
tarika h jiska jariya app ki site dusro sa jayada alag aur simple honi bahut
jaruri h. Aj is post me hum jannenge ki blog ki traffic kaise badhaye.
agar aapne blog nahi banaya hai to pahle aap apna blog bana le Website(Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye
Also Read: Feed burner ma account banaya
Activate Window 10 Full virson
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
agar aapne blog nahi banaya hai to pahle aap apna blog bana le Website(Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye
Blog Ki Traffic Kaise
Badhaye
1. Search Box:
Blog ke
home page par search box jarur lagaye. Jissa koi apna problem search box ma
dala aur ussa turrent usa uska solution mil jaya.
2. Writing Style &
Language:
Apni post likhne ki style par bhi dyan de jis ka jariya app
apna idea ko visitor ko samja saka chaya app ka blog kisi v language ma likha
hua q na ho aur dhayan rakha apki language simple & correct honi chaiya
taki appki idea ko log samaj saka.
3. Site Name:
Apne blog
ka naam aysa hona chahiye ki visitors ise dekhte hi samajh sake ki ya
Site(Blog) ma ussa kya milaga. Yad rakha app ki site ka nam simple aur chota hi
rakha taki appko aur appka visitor ko issa yad rakhna ma jayada problem na ho
aur appka visitor issa assani sa dusro ko bata saka(Promote).
4. Blogger Design:
Aapke
blog ka design jitna acha or aakarshak hoga. utne hi jada visitors use pasand
karenge. isliye aap apne blog ka design jitna ho sake acha or simple template
use kare
1. Blog
ka title or description blog themes se match hona chahiye.
2. Apne
blog ke liye ek logo jarur choone jo apka blog ka bara ma batata ho ki iss blog
ma kya h.
5. Domain:
Agar aap
chahate hai ki aapke visitors wapis aapki site par aaye to aapko apne blog me
koi accha sa domain use karna chahiye. Domain ka jariya appki site ko accha
tariff v milaga aur jayada sa jayada log iss pasand v karanga.
Blog ki har post me apni dusri jaruri post ka link add kare.
taki aapke visitors aapki dusri posts bhi aasani se pad sake.
6. Care about Your Visitor:
Is baat ka dhyan rakhe ki aapke visitors ko aapki site ki
sabse jada konsi post pasand aa rahi hai. so usi ke hisab se aap agli post
share kare. Kei br blogger ispe dhyan nahi dete or lagatar blogging karte rahte
hai. so hota ya hai ki jarurat ki jankari na milne par sare visitors site par
aana band kar dete hai.
Apne visitors ke har sawal ka jawab jaldi dene ki koshish
kare kyuki aap jitni jaldi kisi ki
problem solve karoge to ussa appki taraf sa aisa aur fast response dakh kr wo
khus ho aur app ki site pr phir sa aya.
7. Social Media Ka Use:
App
social media ka v use kar ka apni site ki tariff bada sakta h appko bs itna
karna h ki app apna social media ka account ma apna site sa related ak page ya
community alag sa bana la taki appka dost v apka site sa connect ho saka nicha
kuch popular social networking site h.
1.
facebook
2.
twitter
3.
google+
4.
youtube
5. linked
in
or bhi bahut sari social sites hai. jin par aap apni site ko promote kar
sakte ho blog me apni puri jankari ke liye apni facebook id ya google+
id ka link add kare.
8. Your Location:
Blog ki har post me location choone. taki aapke visitors ko
pata rahe ki is site ko kon chala raha hai. is se unhe aapko or aapki site ko
yaad rakhne me aasani hogi.
9. About Us:
Blog ki har post me about us ka option enable kare or usme
apne bare me blog se sambandhit jankari likhe
10. Continuous Blog Post
Kara:
Hamesa post kare aysa na kare ki kei kei din tak aap post hi
na karo or karo to ek din me hi bahut sari post kar dalo issa nuksan ya hoga ki
app apna post ko sahi tarika sa design nahi kr pata aur appka visitor ko apki
post acchi nahi lagti agar app continue post karta h jaisa mann lijiya 1-2 din
ka bd bd to app apna ak post pr jayada dhayan da pata h aur usski design aur looking
v acchi kr sakta h.
Also Read: Feed burner ma account banaya
Activate Window 10 Full virson
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.