Dosto aapne kabhi kahi na kahi pe computer virus ka naam suna hoga. Computer
Virus Trojan Malware Worms kya hai or ise PC par kya effect padhta
hai. Aaj mai apko computer virus kya hai virus ko kaise removed
kiya jata hai iske bare me puri detail me jankari dena wala hu.
Aaj ke time me jade tar log internet par bitate hai par kuch logo ko virus ke bare me pata nahi tota hai Ya phir apne PC me koi anti virus install nahi kiye hote hai or net ka use karne lagte hain jiske wajah se computer me virus aane ki sambhavna hota hai or virus se computer ki kharab ya system corrupt ho sakta hai. Virus warning se bachna chahte hai to is post ko ache se padhe samjhe puri jankari dene wala hu,
Offline malware kaise aate hai computer me agar hum kisi unknown sources CD, DVD ya Pendrive ko aane ka chance rahte hai.
Malware 3 Type ke hote hai
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Aaj ke time me jade tar log internet par bitate hai par kuch logo ko virus ke bare me pata nahi tota hai Ya phir apne PC me koi anti virus install nahi kiye hote hai or net ka use karne lagte hain jiske wajah se computer me virus aane ki sambhavna hota hai or virus se computer ki kharab ya system corrupt ho sakta hai. Virus warning se bachna chahte hai to is post ko ache se padhe samjhe puri jankari dene wala hu,
What Is Malware:
Malware ka pura naam Malaysian software hota hai. Dosto ye ek aisa software hai jo ek baar apke sysytem me a gaya to phir aap ke system ko kharab kar sakta hai. Agar aap ye soch rahe hai malware kaha se se apke sysytem me aate hai to phir jaan le. Malware computer me aane ka sabse common sources hai online internet hum malware wali website ko open karta hai or waha se pirated software game ya movie ye sab use karte hai ya site ke ads par click kare.Offline malware kaise aate hai computer me agar hum kisi unknown sources CD, DVD ya Pendrive ko aane ka chance rahte hai.
Malware 3 Type ke hote hai
- Virus
- Trojan
- Worms
Computer Virus Kya hai
Computer virus exe file hai jo humare PC me apne aap compile hota hai. Ye 2 parkar ke hote hai Bood virus., File Facter.
Computer virus hamare kisi particular file ya software ko curreup kar
sakta hai. Jaise agar humare computer me kisi kisi file mein virus hai
to woh junk ban jayega use hum kuch bhi information nahin le sakte hai.
Ya phir aisa bhi hoga hamare software ko currept kar dega jise hum
install nahi kar payenge. Ya virus hard disk ke boot me ja kar hard disk ko dhima karta hai agar hum koi program use karte hai to use bhi rokta hai.
Phir hum apne PC se kisi or pc me share karte hai to us computer me virus fail jayega.
Trojan Virus Kya hota Hai
Trojan ek aisa virus hota jo apna look badal ke aate hai computer me
aate hai to kuch pata nahi chalta hai. Apka lagega oh ek genun software
hai par aisa nahi hota hai computer ko nuksan pahuchane ke liye aate
hai. Jaise Memory clear speed booster antivirus ye sabhi trojan hote
hai. Aap Ko lagega computer ke speed boost karega ya computer ka memory
acha karega lekin ek bar apke PC me aa gaye to computer ko slow kar dete
hai or trah trah ke virus aapke system me faila chhod dete hai.
Worms Virus Kya Hai
Worms virus kya hota hai agar apke computer me worms virus aa gya hai to
iska bahut bada nuksan hota. Agar worms virus PC me aa jaye to ye apne
aapko jade se jade failane ki koshish karte hai. Agar computer me worms
virus aa gaya jaye to kisi bi file ke bahut sare copy bana deta or
delete nahi hota PC ko slow kar dega agar kisi computer me kuch copy
karte hai to us computer me bhi chala jayega.Ye Bhi ho sakta hai kisi ek
folder ko bahut sare copy banate hai.
Malware Virus se Kaise Bache
Sabse common cheez ye hai aap apne maine ka use kare internet par kisi
bhi aise website par na jaye jise nuksan ho. Ya apko E mail aaye apko
offer mil raha hai ya trah trah ke ads aayega us par soch samjh kar open
kare or click kare to online apke computer me kabhi virus nahi aayega
Offline virus se bachne ke liye ek acha antivirus malware use kare
dhyan de license or paid wale hi istemal kare. Agar aap free ya pirated
use kare rahe hai to iska koi faida nahi apke computer me virus aane ki
sambhawana adhik rehta hai.
To aap ek paid version antivirus software hi use kare. Avast
Antivirus. Quick Heal. AVG. Norton. K7 etc hone chahiye. Aur iske bad
aap apne computer me kisi bhi unknown sources USB CD DVD apne computer
me lagane se pehle scan jarur kare.
Maine bahut e logo ko dekha file gana movie kisi bhi pendrive me bharne
se pehle scan nahi karte jaldi jaldi me bhar dete hai jise nuksan ho
jata hai.
Agar apke computer me pahle se malware virus hai or kisi achhe
antivirus se con karte hai phir bhi nahi khatam hota hai to pure
computer ke hard drive ko format kar de. Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.