Android platform bahut hi tagi sa badna wala platform ma sa
ak h. Aj kal jitna v smartphone aa rha h wo savi Linux Android platform ka
istamal karta h. Iska picha ki reasons ya h ki iss platform ka istamal karna
wala user ko user friendly experience milta h.
Lakin ager aap android smartphone ko Root ker da to aap kuch
extra features ko v unlock ker sakta h. Lakin Smartphone ko root karna ka kuch
faida h to kuch nuksan v h jisska bara ma aj hm bt karna wala h.
- Apna name ki Rimgtone banaka mobile ki ringtome banaya
- Top 10 Android Tips and tricks
- Android mobile ma kisi v files ko hide kara without any softwear/Apps
Note: Koi v Smartphone Company root karna ki salaha nhi data h.
Advantages of Rooted Mobile
Android smartphone ko root karna ka liya aap computer ka
istamal ker sakta h ya KingoRoot ki help sa apna android phone sa hi uss phone
ko root ker sakta h. Root karna ka kuch faida h jisska bara ma maina aapko
nicha bataya h.
- Root karna ka bad aap apna android mobile ki RAM ko increase ker sakta h. Aur battery life v increase ho jati h.
- Root karna ka bd aap system apps ko SD card ma move ya uninstall v ker sakta h.
- Rooted mobile ma aap unauthorized apps ko v install ker sakta h.
- Root karna ka bd aap Custom rom ko v install ker sakta h.
Disadvantages of Rooted Device
Jis tahara kisi ma kuch acchi bt hoti h to usma kuch na kuch
buri chiz v hoti h waisa hi Root ka sath v h. Root karna ka v kuch
disadvantages h jisska bara ma maina aapko nicha bataya h.
- Root krte smaye agar aapne koi savdhani nhi barti to aapka mobile Dead ho skta hai. Isiliye sabse phle apne phone Ka backup le.
- Kuch aise apps hai jo mobile root krne k baad kaam krna band kr dete hai jaise google wallet hai jo rooted smart phone pe nhi chalta hai.
- Aap apne smart phone update nhi krsakte hai kiuki company kisi bhi rooted smart phone ko update krne ka permisson nhi deti hai. Aap rooted apps se mobile ko update kr skte hai.
- Andriod phone ko root krna illegal hai. Isse apke phone ki warrenty smapt ho jaati hai. Agar aapke phone me koi bhi paresani aati hai to uski jimmedari company ki nhi hoti hai iss leye aap apne smart phone ko root krne se pahle yeh sochle ki yeh krna thek hai ya nhi hai.
To ummid kart ahu aapko ya jankari pasand ayi hogi aur ager
aap v apna android mobile ko root karna ka bara ma soch rha h to inn points ko
jarur dhayan ma rakhanga.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.