Check Internet Speed: Apne Smartphone ki 4G/3G or 2G speed Check kera

Check Internet Speed: Apne Smartphone ki 4G/3G or 2G speed Check kera

App me sa bahut koi internet ka use per day karta honga koi apne official work ka liya to koi personal work ke liya. Cahaya wo 4G/3G ya 2G hi q na ho, ager aap 4G use ker raha hai to aapko high speed milagi lagin wahi ager aap 2G use ker raha hai to aapko slow speed milagi.

Check Your Internet Speed



Aisa bahut se log hai jo janna cahata hai ki akhir unki internet ki speed kitni hail akin unha pata nahi hai ki issa chack kaise kiya jaya. To dosto aj mai aapko isi ka bara me batana wala hu ki kaise aap apne smartphone ki internet speed check ker sakte hai. Uske liye aap mara iss post ko end tak read kariya.


Step To check Internet Speed:


Waise to internet per aise bahut sari tools hai jisske jariye aap apne internet speed ko check ker sakte hai lakin OOKLA Speed Test tool aapke internet ki speed kitni hai wo sirf 30 sec ma hi bata data hai, aur sath hi sath uploading aur downloading speed kitni hai wo v bata data h. Isiliye mai aapko yahi prefer karunga.

Step 1: Sabse pahale aap Play Store per jaker Speed Test ki apps ko install ker le. Ya app iPhone, aur Windows per v available hai.

2. iPhone
3. Window


Step 2: App install hone ka bad iss app ko open kariye aapko akk option show hoga Begin Test ka jispe aapko click karna hai.



Step 3: Testing khatam ho jaane ke baad download aur upload speed aap dekh paoge. Aap chaho toh apna internet speed apne dosto ke sath share bhi kar sakte ho iske liye share button par click karna hoga.


To friends iss tahara se aap apne smartphone ki internet speed ko check ker sakte hai. Ummid kart ahu aapko ye article pasand ayi hogi.

Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.