PUBG Game Download for Free and PUBG game play Full details in Hindi

PUBG Game Download for Free and PUBG game play Full details in Hindi

Aj kal Internet per aapko bahut sari aisi games mil jayagi jo bahut hi interesting hoti hai jissa aap khalna chata honga lakin wo games paid hona ki wajah se aap uss game ko khel nahi pata honga. To aj mai aapko akk aisa Game ke bara me batane ja rah ahu jisse khel ker aap dusre game ko bhul jayange aur sabse bari bat ye hai ki ye game bilkul free hai.

PUBG Game play in Hindi

Mai bat ker rah ahu PUBG (Player Unknown Battle Ground) ki, iss game ki market me aa jana se Gaming Industry me akk new revolution sa aa gaya hai. Ya Game 6-7 months me itna popular ho gaya hai ki ya iss waqt ki number one game ban gayi hai. Aur issa ab tak 100 Millions of users’ ne download ker ke iss game ko khel v raha hai.

PUBG Details:

To chaliye mai aapko PUBG ki kuch extra details v bata data hu. PUBG Game ki suruwat 23 March 2017 me South korean Tom Salta ki Bluehole company ne Brendan Greene ke sath mil ker banaya tha. Lakin ya pahale sirf Computer user ke liye available thi lakin iski popularity ko dakhte hua isse 2018 me Android aur iOS ke liye v available ker diya gaya.

PUBG Mobile Playing Guide:

To uper maine aapko PUBG ki history ke bara me bataya ab mai aapko PUBG kaise khelna hai uske bara me batata hu.

  • Sabse pahale aapko PUBG ko download karna hoga, ager aap PUBG ko apne mobile per khalna cahata hai to play store per ja ker aap issa download ker la.
  • Download karne ke bad aapko issme apne Facebook ya Twitter se login kerna hoga.
  • Login ho jana ke bad aapko apne username avtar etc ko set karna hoga.
  • Uske bad isme aap Solo (only you), Duo (2 friend), ya squat (4 friend) ko choose ker ke Game start karna hoga.
  • Uske bad aapko aur aapke 100 enemy ko akk airplane ke jariye different place per utar diye jayega. Jaha aapko bahut sara House, Buildings milangi.
  • Unn building me jaker aako Gun, Ammo, Grenade, Media kit, Scope etc milagi jisska use aap enemy se fight karne me karange.
  • Aur ager aap iss game me last tak survive karte hai to aap uss Game ke winner honge aur PUBG ki taraf se aapko Winner Winner Chicken Dinner diya jayaga.


PUBG akk online Multi Player game hai yani iss kome ko khalne ke liye aapke Mobile me High Speed internet hona chaiye like 4G.

PUBG other Features:

1. High quality Graphic and HD audio.
2. Realistic Weapon.
3. This game give us real battlefield environment.

Requirement of Playing PUBG:

Ya bahut hi High quality graphic ka game hai isiliye iss Game ko khalne ke liye kuch requirements v hai jisske bara me maine nicha bataya hai.
For Computer:
  • OS: Computer 64-bit Windows 7, Windows 8.1, Windows 10
  • Processor: Intel Core i3-4340 / AMD FX-6300 processor
  • Memory: 6GB RAM.
  • Graphics:  2GB Graphics
  • DirectX: Version 11.
  • Network: Broadband Internet connection.
  • Storage: 30 GB available space.
For Mobile: PUBG Game ko mobile me khalne ke liye aapke Mobile ki android version kam se kam Lollipop honi chaiye aur RAM 3GB hona must hai.

Download PUBG for Mobile: PUBG Mobile

Buy PUBG for Computer: PUBG


Last Word: To mara hisab se PUBG avi tak ki best mobile game hai aap v iss game ko jarur try kara. Online Game hona ki wajah se PUBG ki bahut sari tournament v organized ki ja rahi hai ager aap logo ka support mujha mila to mai v PUBG ki tournament organized karunga.
To aapko ye post kaisa laga aur kya mujha PUBG tournament organized karwana cahaiye ya nahi mujha comment ke jariye bataye.    

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.