Dosto aj mai apko batauga ki kaisa WordPress pr account banaya to sabsa pahala janta h ki WordPress aur Blogger h kya aur dono na difference kya h.
Difference
Between WordPress and Blogger:
Dosto WordPress aur Blogger dono hi app ki khud ki blogger banana ka
liya ak best platform bs fark sirf itna hai ki blogspot free hai but wordpress
paid hai. or is par blog banane ke liye aapko kisi
hosting site se hosting leni padegi wordpress par unlimited feature hote hai. blog par
humara pura control rahta hai. jabki blogspot blog par humara pura control nahi
hota or isme feature bhi limit hote hai.
Waisa to
WordPress pr pura control pana ka liya appko ak acchi si hosting site jaisa
Godaddy,hostgator aur bluehost sa paid Domain lani parti h.
Yaha mai aapko
wordpress.com par free blog banane ke bare me bta raha hu. agar aap paise
kamane ke liye blog banana chahate hai to hosting le kar hi blog banaye.
Create Website par click karte hi aapko ak theme
choose karne ke liye kaha jayega. aap apni pasand se koi bhi theme select kare.
Step:2-Ab aapko apna site ka nam search box ma dalna h aur
Free ko Select karna h.Picture ma dakha.
Step:3- Ab Select Free Plan pr click kara
Step:4-
1.apna email address bhare jisse aap
wordpress blog banana chahate hai.
2.username select kare.
3.strong password banaye.
4.Create account par click kare.
Bas ab
aapka wordpress par blog ban gaya hai. ab aap se email verify ke liye kaha
jayega. email inbox me ja kar wordpress message me link par click karke verify kar sakte ho.
Ab
customize your site par click kare or aap wordpress blog ke dashboard par
pahuch jaoge.
Also Read: Blogger ko apna Domain Banaya
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ya post acchi lagi ho to share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.