Aj kal online ka
jawana h aur savi koi apni life easy banana chata h. PayPal ek
Online money transection service hai jisse ham kisi ko Online payment send Ya
fir apni Online Payment Receive kar sakte hai.Agar aap koi online Business
karte ho ya fir agar aap kisi bahar ki country ki website ka koi product
khredta ho to aapko PayPal account ki jarurat padegi, kyuki Lagbhag
(almost) Jadatar website's payment ke Len-den ke liye is ka istemal karti
hai.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
PAYPAL KYA HAI
PayPal online money transection service
hai, jiska istemal payment Bhejne (Send) Ya fir Lene (Receive) Ke liye kiya
jata hai. Ye 1998 se Apni service de rahi hai or Daily lakho log
isse carodo Rupay ka Transection karte hai iski madad se. Aagar Aapka koi
Blog ya koi website hai to Aapko bhi iski jarurat padegi Payment ke liye.Ye
bahut hi asan or safe payment method mode hai.
Paypal Account Banane ke liye Chahiye :-
- Email Id
- Debit/Credit Card
- PAN Card (Permanent Account Number)
- Address
- Mobile No.
- Bank Account
Steps Ko follow Kare Account banane ke liye:-
Step 1: Paypal ki website par jaaye or Sign iss pe click kare. www.paypal.com
Step 2: Personal account ke liye Individual account ko select kare or Continue pe Click kare.
Step 3: Continue pe click karne ke baad ek new page open hoga usme Country select kare uske baad Apni Email Address or Password daal kar continue pe click karde.
Step 4: Email Id or password daalne ke baad agle page me code ko fill karke click karna hai.Ab ek aisa page khulega
Step 5: Ab aapke Email par Paypal account confirmation link aayga us link pe click karke confirm kare or Confirm hone ke baad ab aapka PAYPAL Account Ban chuka hai . Ab aap apni Details ko isme add karna hai
1. Debit/Credit card link kare
2. Apna PAN CARD link kare
3. Bank Account link kare.
NOTE:- Paypal account ke liye ye hona jaruri hai
Debit/Credit card International chip based hona chaiye
Aapke Bank Account me NetBanking honi chahiye.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.