Create An Amazon Seller account and sell product online

Create An Amazon Seller account and sell product online
Aj kal ka iss modern age ma savi kuch digital ho rhi h, log koi v chiz ko apna mobile ya laptop ki madat sa ghar baitha baitha kar sakta h, chaya wo koi bill payment ki bt ho ya koi movie dakhna ki ya phir koi online shopping karna ki bt hi q na ho.


Mara khayal sa appna ya appka kisi jan pachan wala na kavi na kavi online shopping jarur hi ki hogi. To dosto kya app janta h ki app jo online shopping karta h usma jo product h wo kha sa ati h? Kya issa E-commerce website (Flipkart, Amazone etc.) khud sell karta h ya koi aur person iss e-commerce site ka madayam sa apna product sell karta h? Ager app inn questions ka answer nhi janta h to mai appko bata du ki E-Commerce website akk platform h jaha appka aur aur mara jaisa log hi product sell aur buy karta h.
Mujha umid h appna kavi na kavi koi product ki online shopping to jarur hi ki hogi lakin aj mai iss post ma mai appko bataunga ki kaisa app apna product ko Amazon jaisa big E-commerce website per sell kar sakta h.


Amazon per product sell karna ka kya faida h:
Jaisa ki maina appko pahala hi bata diya h ki amazon ak platform h jaha per app aur hm jaisa log hi koi product buy aur sell karta h. Ager app koi product ko kisi market ma sell karta h to app ka costumer akk limited area ma hi hogi jissa appka selling per asar paraga lakin  Ager app koi product online Amazon per sell karta h to appka product ko Amazon ka jitna v visitor h wo dakh sakta h aur ager uss visitor ko wo product pasand aya to wo ussa buy kar sakta h. Issa appka product ka marketing area puri india ma ho jayaga aur app apna product ko india ka kisi v kona ma sell kar sakta h. Aur app jo product ko sell karanga uski puri Selling prise appka Bank account ma product delivery ka 24hours ka ander aa jayagi.

Appka product ko sell karna per Amazon ko kya faida hoga:
Ager app Amazon ya kisi dusra E-Commerce website per apna product ko sell karta h to wo e-commerce website appka product ko sell karna ma help karna ka liya 4-5% ki commission lati h, ya commission appko apna product ka prize ma add karni parti h.    

How to Become a Amazon Seller:
To dosto maina appko bataya ki Amazon per koi product ko sell karna per appko aur Amazon ko kya faida hoga to chaliya ab mai appko batata hu ki kaisa app Amazon per Seller account banaka koi v product ko sell kar sakta h, Bs app mara steps ko dhayan sa padiya.

Step 1: Sabsa pahala app Amazon Seller ki website per jaya aur Register Now per click kara.
 
Step 2:Uska bd ak New page open hoge isma appko apna Name, Email ID, Password aur Legal Name dal ka Continue per click kara.

Step 3: Uska bd appko apna Phone Number ko OTP ka madayam sa verify karana paraga, Phone no. verify hona ka bd continue per click kara.
Step 4: Seller information ma appko apna Shop ka Name Product category ma wo product ko add kara app jo sell karna chata h aur apna address dal ka Next kara.

Note: Yaha dhayan rakha ki app jo pin code dalanga usi ka hisab sa Amazon ka koi member appka Door sa appka product ko pickup aur packing kar ka costumer ko send karaga, ager appka pin code Amazon Easy sift ka liya eligible nhi h to app khud hi wo product ko buyer tak courier ka madayam sa send kar sakta h.
Step 5: Tax Details ma appko apna Pan card no, VAT or CST number dalna h. Ager appka pass VAT or CST number nhi h to app No VAT/CST ka option ko choose kar ka Limited product ( Books or Fabrics/Textiles (unstitched)) ko sell kar sakta h.

Step 6: Seller interview ka option ma appko apna product ki category aur other information ko add karna h uska bd next per click kara.
Step 7Uska bd appko apna product ki listing aur apna bank account details ko fillup karni h. Uska bd Launch your Business per click kara.



Uska bd app Amazon seller ka dashboard per chala jayanga appka Seller account ko approve hona ma 24-48hours lag sakta h approve hona per appko E-Mail aa jayaga 
Ager appko koi v problem ho to app nicha ki video ko dakh sakta h.


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

1 comments:

avatar
Reply

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.