Hamasa log mujsa puchta h ki wo apna website ka liya kon sa platform chuna jiska jariya wo apna website ko ak naya mokam tak la ja saka. Q ki har new person suru suru ma confuse rahata h ki kon sa batter platform h jisska jariya wa apna knowledge ko logo tak blog content ka madayam sa pahucha saka.
To dosto ager appko v apna website ka liya platform choose karna ma parasani ho rahi h to app mara iss post ko dhayan sa padh lijiya uska bad mujko umid h ki appko apna savi confusion ka answer iss post ko padna ka bd mil jayaga.
Waisa to app janta hi honga ki aisa bahut sa website(Platform) h jisska jariya app apna website create kar sakta h lakin mai appko unma sa jo 2 best platform (Blogger and wordpress) ka bara ma mai appko batana wala hu jis per app apna website ki suruwat kr sakta h.
Wordpress ka bara ma app savi na suna hi hoga iski suruwat Matt Mullenweg na ki thi. Wordpress 2 taraha ki hoti h ak wordpress.org jo ki paid platform h aur dusri wordpress.com jo ki free h. Mai appko wordpress.org ka bara ma bataunga.
Wordpress.org ak fully organized platform h jissa app apna website ki suruwat kar sakta h maina nicha wordpress.org ka advantages aur disadvantages ka bara ma bataya h.
Advantages:
Disadvantages: Ager wordpress.org ka disadvantage ki bt kara to issma koi disadvantage nhi h bs appko iska istamal karna ka liya RS6000 dana paranga aur appko apna website ko khud hi customize karna paraga.
Blogger ak free platform h apna website start karna ka liya iski suruwat oct, 2004 ma Pyra Labs' co-founder, Evan Williams na ki thi bd ma issa google na kharid liya. pahala isska istamal log online photo shear karna ka liya karta tha kuch din bd iska istamal log free website karna ka liya karna laga. Maina nicha ma Blogger ka kuch points ka bara ma bataya h jissa padkar appko blogger ka bara ma aur v jankari ho saka.
Advantages:
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Waisa to app janta hi honga ki aisa bahut sa website(Platform) h jisska jariya app apna website create kar sakta h lakin mai appko unma sa jo 2 best platform (Blogger and wordpress) ka bara ma mai appko batana wala hu jis per app apna website ki suruwat kr sakta h.
Wordpress.org ak fully organized platform h jissa app apna website ki suruwat kar sakta h maina nicha wordpress.org ka advantages aur disadvantages ka bara ma bataya h.
Advantages:
- Professional website: Ager ap wordpress.org ko apna website platform ka rup ma choose karta h to appko apna website ka liya ak professional name milaga. For example: hindisupport.com.
- Design: Wordpress.org per appko aisa kai features free ma milanga jisska istamal kar ka app apna website ki designing ko batter sa batter kar sakta h jaisa man lo appko ak acchi si template chaiya apna website ka liya ya phir koi gadget add karna chata h to ya savi appko free of cost mil jayanga jisska istamal kar ka app apna website ki design aur look ko improve kar sakta h.
- Plugin: Issma appko kai sari plugin milanga jisska istamal kar ka app apna website ki SEO aur crawl rate ko improve kar sakta h.
- Monetize: Ager app wordpress.org ka istamal karta h to appko apka website ka jariya paisa kamana ma koi parasani nhi hogi app apna website per kisi v taraha ki ads ko organized tarika sa add kar sakta h.
- Storage space: Issma appko unlimited storage space milagi jisska istamal app apna websita per photo, video aur different taraha ka docomence ko add karna ka liya kar sakta h.
Disadvantages: Ager wordpress.org ka disadvantage ki bt kara to issma koi disadvantage nhi h bs appko iska istamal karna ka liya RS6000 dana paranga aur appko apna website ko khud hi customize karna paraga.
Blogger ak free platform h apna website start karna ka liya iski suruwat oct, 2004 ma Pyra Labs' co-founder, Evan Williams na ki thi bd ma issa google na kharid liya. pahala isska istamal log online photo shear karna ka liya karta tha kuch din bd iska istamal log free website karna ka liya karna laga. Maina nicha ma Blogger ka kuch points ka bara ma bataya h jissa padkar appko blogger ka bara ma aur v jankari ho saka.
Advantages:
- Free Platform: Ager appka pass paisa nhi h aur app blogging ma new h to app blogger ka istamal kar sakta h q ki isska jariya app bina koi paisa kharcha website bana sakta h.
- Security: Jaisa ki maina appko pahala bataya h ki ya google ki hi ak product h to app samaj hi gaya honga ki isska security ko la ka koi ? ho hi nhi saskta h.
- SEO: Blogger google ki product hona ki wajah sa google isska seo ko khud manage karta h bs appko kuch extra things karna parta h jissa appka seo improve hota raha.
Disadvantages:
- Not a professional name: Ager app blogger platform ka istamal karta h to issma appko apna website name ka sath .blogspot add milti h jaisa man lo appka website name hindisupport h aur app blogger platform ka istamal karta h ti appko apna website ka nam hindisupport.blogspot.com milaga.
- Limited Design: App ko blogger ma apna website ko design karna ka liya limited features hi milanga.
- Delay in adsense approval: Blogger ka istamal karna wala user ko apna adsense account approve karana ka liya bahut wait karni par sakti h.
- Less control: Blogger per use hona wala website ko app puri taraha sa control nhi kar sakta h q ki issko google ki taraf sa host kiya jata h.
Also Read: Alexa Rank widget Blogger me kaise lagaye:
To dosto maina aj appko aisa points ka bara ma bataya h jo wordpress aur blogger ki value ko darsati h to dosto jab v app koi website create karna ka bara ma socha to inn points ka jarur dhayan rakha.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.