Duniya ka aj kal ka iss vag dawr wali jindgi ma savi ka pass aj kal Android smart phone h jiska jari wo koi v kam asani sa kal sakta h. Android OS ko successfull bnane ke piche Android Apps
ka bhi bahut bda yogdaan hai. Playstore par lakhon ki sankhya me
android apps available hai. Aap in android apps ka use smartphone me hi
kar sakte hai.
Lakin mara website ka bahut sa visitor mujsa ya puchta h ki kisi v android apps ko computer ka through chalaya ja sakta h ya nhi? To uska ans h Yes. Aj kal technology itni aga ja chuki h ki app kisi v problem ka solution asani sa pa sakta h.
Internet par abhi aise bahut saare android emulator available hai jinka use karke aap apne PC me android apps asaani se chla sakte hai. Is post me main aapko Bluestacks android emulator software ke baare me btaunga jinka use karke aap apne PC me android apps chla sakte hai.
Bluestacks software bilkul free me uplabdh hai, lekin free version me yeh software sponsored apps ko apne aap aapke system me download kar deta hai jinhen aap uninstall bhi kar sakte hai. Bluestacks ka ek premium version bhi hai jiski cost $2/month hai. Premium version me sponsored apps apne aap install nahi honge.
To ya hua hamara tutorial khatam jisska jariya app kisi v android apps ko playstore se install karke enjoy kar sakte hai.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Internet par abhi aise bahut saare android emulator available hai jinka use karke aap apne PC me android apps asaani se chla sakte hai. Is post me main aapko Bluestacks android emulator software ke baare me btaunga jinka use karke aap apne PC me android apps chla sakte hai.
Bluestack Kya h:
Bluestacks ak aisa softwear h jo lagvag kisi v android apps ko apka Computer system ma run karna ka liya help karta h. Android apps PC me chalane ke liye market me jitne bhi softwares available hai unmen se Bluestacks sabse popular hai. Yeh software Window aur Mac dono ke liye available hai.Bluestacks software bilkul free me uplabdh hai, lekin free version me yeh software sponsored apps ko apne aap aapke system me download kar deta hai jinhen aap uninstall bhi kar sakte hai. Bluestacks ka ek premium version bhi hai jiski cost $2/month hai. Premium version me sponsored apps apne aap install nahi honge.
Bluestack kam kaisa karta h
Maina appko uper bataya bluestacks kya h ab mai appko batata hu ki ya kam kaisa karta h bs app mara steps ko follow kara.
Step 1: Sbasa pahala bluestacks ko apne PC me install karne ke baad use open kare.
Step 2:
Uske baad ismen search option me
jis app ko aapko intsall karna hai use search kare aur us app ke icon
par click kare
Step 3: Ab aapke saamne jo window open hogi usmen aapko apne Google Account ko add karna hoga (Aap apne phele ke Google account ko bhi add kar sakte hai ya fir naya google account bhi bna sakte hai )
Step 4: Fir pura account setup hone ke baad ‘Let’s Go’ Button par click karen.
Step 5: Fir apne app ko install karne ke liye ‘install’ button par click kare
Step 6: App ki installation complete hone par aap apne App ko enjoy kar sakte hai.
Also Read: Alexa Rank widget Blogger me kaise lagaye:
1 comments:
Grate article its helps me a lot...
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.