Facebook ka istamal duniya ka Millions of people karta h.
Facebook duniya ki best online platform h jiska jariya app ghar baitha baitha
apna friends aur family sa connected rah sakta h. Lakin jis taraha duniya ma
accha log h usi taraha duniya ma bura logo ki v kami nhi h. Aur online ki
duniya ma inn bura logo ko hacker kahata h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Hacker appka personal data ko hack karka iska galat istamal
kar sakta h. Jiss ka karan app ko bd ma problem v face karna per sakta h yaha
tak ki appko jail v jana per sakta h. Lakin ager app pahala sa sawdan raha to
koi v hacker appka Facebook ya kisi aur Social Networking site ko hack nhi kar
sakta h.
To aj mai appko kuch bata batana wala hu ager app inn bato
ko managa to appka FB ya koi other account kavi hack nhi hoga to chaliya start
karta h.
Facebook account ma kya nhi karna h:
App jab v apna FB account open karta hoga to appko latest
updates show hoti h usma videos, massage ya koi Application ki ho sakti h. To
dosto jab v app inn teno sa related koi v updates dacha to maina nicha jo bata
batayi h unka pahala dayan rakha warna appka FB account hack v ho sakta h.
1. Videos: Jab
kavi app apna FB account ki notification ya latest updates ma koi video dakta h
aur jab app uss video ko open karta h to appko koi aps install karna ka liya
kahata h, to dosto app aisa kavi v na kara q ki uss aps ka jariya appka system
ma virus aa sakta h jiska jariya hacker appka account hack v kr sakta h.
Note: Mai ya nhi
kahata ki savi videos ma aps install karna ka liya kahata h lakin kuch videos
jo kawal hacking ka liya banaya gaya h usma aisa ho sakta h.
2. Massage: Dosto
app hamasa apna friends ya family sa message ma bt karta hi honga lakin kavi v
appka massage ma Facebook team, Security team, Facebook Security, etc sa
message aya aur usma koi link diya hua ho aur jab app uss link per click kara
to appka samna ak page open ho jisma appko Facebook ma login karna ka liya kaha
to app aisa message ko ignore kara. Q ki Facebook ki taraf sa appko kavi v koi
message nhi ata h.
3. Application: App
hamasa facebook ma dakta hoga ki appko hamasa koi na koi application ko add
karna ka liya kaha jata h. Lakin dosto jab v app koi new application ko
facebook ma add kara to iss bt ka dhayan rakha ki kya wakayi wo application
appka kam ki h ya kahi koi application ka rup ma koi virus to nhi h, warna ager
app uss application ko facebook ma add kar lata h to uss application ka jariya
hacker appka facebook account pr full control paa sakta h.
To dosto ab sa jab kavi app Facebook account ko open kara
aur appko inn type ki koi chiz show ho to sawadan ho jaya warna appka Facebook
account hack v ho sakta h.
Points to remember to prevent FB hacked:
Maina nicha kuch aur points ko likha h jiska istamal kar ka
app apna Facebook account ko hack hona sa bacha sakta h.
- Add your Phone no. to your FB account: Apna FB account ma apna phone number jarur add kara taki jab kavi app ka account koi hack karna ki kosis kara to uska notification appka phone ma aa jaya.
- Add Security Question: Apna FB account ma Security question kara taki jab kavi app apna FB account ka password bhul jaya ya hack ho jaya to Security question ka jariya ussa reset kar sakta.
- Add People as Friends that you know personally: Aisa kisi v person ko apna friend na banaya jisa app janta na ho q ki bahut sa hacker FB account hack karna ka liya Friend request v vajta rahata h.
- Turn on Notification: Apna FB account ka notification jarur on rakha taki jab v app ka alawa koi other appka FB account ko access kara to appko uski puri jankari notification ka jariya mil jaya.
- Change your Password Frequently: App hamasa apna Facebook account ka password change karta raha taki koi v hacker appka facebook account ka password ka pta na laga saka aur appka facebook account hack hona sa bach saka.
Final Word:
To dosto mara iss article ka maksad app logo ko darana nhi balki Facebook
hacking sa sawdan karna tha taki appka Facebook account safe raha aur app koi
problem face na kara. Q ki pura world ma aj kal hacking ki bahut sari complains
aa rhi h so please be careful.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.