Ads Network kya h? Iski puri jankari hindi ma

Ads Network kya h? Iski puri jankari hindi ma
Dosto app hamasa ya sunta honga ki ager appko apna blog ya website sa income karni h to appko kisi ad network ka istamal karna hoga, jaisa ki AdSense,Media.net, Infolinks etc. Lakin bahut sa logo ko ya pata nhi hota h ki ya ads network work kaisa karta h, aur iska through hm paisa kaisa kama sakta h.


how work ads networks

To dosto aj mai apko ads network sa juri savi confusion ko dur kar dunga jisska jariya app ads network ko aur v bahater sa samaj payanga. Waisa lagvag savi ads network ki same procedure hoti h. To chaliya ab hm appko ads network sa juri bato ko batata h.


Introduction of ads network:

Ads network ak aisa place hota h jaha per koi company apna product ya services ka advertisement ka liya ati h aur uss advertisement ka liya wo company uss ads network ko paisa paid karta h. Aur ya ad network uss company ka [Product ya Services] ads ko hamara [Publisher] through online promote karta h advertisement ka madayam sa.
Ab app sochta honga ki issa uss ad network ko kya faida hota hoga. To mai appko bata du jab app inn ad network sa kisi company ka ads ko apna Website, Blog ya YouTube channel per lagata h to jab koi appka visitor uss ads per click karta h to wo company jisska ads ko apna lagaya h uss ads network ko man lo RS 1. data h to wo ads network iska kuch commission [20-40%] apna pass rakhta h aur baki appko da data h.


Benefits of company:

Ab app sochta honga ki issa appka aur uss ads network ka faida to ho gaya ab uss company ka kya faida jissa ads ko appna apna website ya YouTube channel pr lagaya h. To mai appko bata du issa sabsa jayada faida uss Company ka hota h q ki app uska product ya phir services ko apna platform ka through promote kar raha h. Aur issa appka website ya YouTube per jo jo visitor visit kar raha h ussa wo ads show ho raha hota h isska jariya uss company ka bara ma pata chalta h aur ager koi visitor uss company ka product ya services ma interested h to wo uss ads per click kar ka uska bara ma jan sakta h ya phir koi product ko purchase v kar sakta h. Isska jariya uss company ka direct benefit h.

Requirement of joining any ads network:

Ager app v mara taraha kisi ads network ka jariya online paisa kamana chata h to appka pass koi online presence ka platform hona chaiya jaisa ki maina niche bataya h inma sa appka pass koi ak v platform ho to app inn ads network ka through paisa kama sakta h.



Inma sa appka pass ager koi v ak platform ho to app asani sa kisi v ads network ka istamal kar ka online income kar sakta h.

Which ad network is best:

Maina appko uper bataya h ki ad network kya h, to ab app sochta honga ki kon sa ads network best h aur kon sa ads network ka istamal hm apna platform per kar ka jayada sa jaya paisa kama sakta h. To maina kuch best ads network list niche di hui h aur sath hi wo kin type ka publisher language ko support karta h uska bara ma v bataya h.

  • Adsense [Support all language and all Platform]
  • Media.Net [Only English language website]
  • Infolinks [Only English and Spanish language website]
  • Popads [For any language website or blog]
  • Bidvertiser [For any type of website]

To ya hui ads network ki overall jankari umid h appko ya article acchi lagi hogi aur issa appko ads network ko samajna ma asani hogi. 


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.