Aj kal blogging bahut jayada famous ho gayi hai aur iska akk
reason ya hai ki ya free of cost hai, yani blogging karne ka liya aapko akk v
paisa pay karne ki jarurat nahi hoti hai. Waise aap savi ko malum hi hoga ki ye
Google ki hi akk service hai yani iss per trust kiya ja sakta hai.
Bahut se mara website ka reader’s aur mara friend’s mujse
hamasa puchte hai ki mai blogging karta hu akhir blogging karne ma kya benefits
hoti hai. To aj mai unn savi benefits ke bara me batane wala hu jo mujha
blogging ke jariye hoti hai taki aap savi ko v blogging ke power aur benefits
ke bara me jan sake.
Power and Benefits of Blogging:
Ager aap blogging ker raha hai to aapko Blogging ki Power aur benefits ke
bara me jante hi honga, lakin ager aap blogging me new hai to aapko iske bara
me jayada jankari nahi hogi. To iss post me mai blogging se related benefits ko
point to point bataunga.
- Blogging Google ki akk service hai yani iss per trust kiya ja sakta hai. Aur blogging ko hacker ke liye hack karna v bahut muskil hai q ki ya 3rd party service hai.
- Blogging aap lifetime ke liya free of cost ker sakte hai yani isse use karna ke liya aapko na hi koi hosting charge dana hota hai aur na hi koi maintenance charge.
- Blogging ke jariye aap apne thoughts aur knowledge ko logo tak pahucha sakte hai aur popular ban sakte hai.
- Blogger per bahut se celebrities v apna blog bana ker apne bara me logo ko jankari data rahate hai aur apne fans se hamasa connected rahate hai.
- Ager aapko website designing ki jankari nahi hai to aap blogger per apna blog banaker blogging ke jariye website designing sikh sakte hai.
- Blogging ke jariye aap paisa v kama sakte hai. Blogging se paisa kamane ke liye aap AdSense ya kisi accha affiliated marketing ka use ker sakte hai.
- Ager aap koi student hai ya phir av tak barojgar hai to blogging aapke liye best option hai jisske jariye aap kuch paisa kama sakte hai.
- Blogging akk aisa tarika hai jisske jariye aap ghar baithe baithe logo ki help ker sakte hai aur famous ban sakte hai.
- Blogging ke jariye aapki writing and typing skill v improve ho jayagi
Also Read: Blogging ke liye SEO kitna important hai
Also Read: Blogger per free me blog kaise create kara
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.