Reliance jio ka welcome offer ka istamal 1 year tak kara

Reliance jio ka welcome offer ka istamal 1 year tak kara
Ager app india ma rahata h to iss waqt telecommunication Reliance Jio ka offer bara ma appna to suna hi hoga jisska jariya app Unlimited 4G internet ka sath sath appko Unlimited Voice calls ki v subida milti h.



 Ager appka pas koi v 4G smartphone h to app iss Reliance Jio ka sim ka jariya iss offer ka istamal 31 DEC tak kar sakta h, lakin ager appka pass Lyf smartphone h to app iss offer ka istamal 1Year tak kar sakta h.
Ager appna av tak iss offer ka istamal nhi kiya h to sabsa pahala app mara iss post ko pura padh la tavi iss offer ka istamal karna suru kara, q ki iss post ma mai appko bataunga ki kaisa app Lyf 4G Smartphone ka jariya 1year tak unlimited 4G aur Voice call ka istamal kar sakta h.


Step to use Jio offer for 1 year:
Dosto ab mai appko batana wala hu ki kaisa app savi reliance jio ka offer ka istamal 1 year tak kar sakta h bs app mara steps ko follow kara.

1. Sabse pahle apko open karna hai www.mylyf.com aur uske bad aap kisi bhi ek Lyf 4G Smartphone par click karke uske details ko open kar lijiye.



2. Ab ak new page open hogi scroll karke neeche jaye jha apko milega “I AM INTERESTED” yah par aap apna sara details fill karke Submit kar dijiye.



3. Ab apko kuch samay bad ek Mail ayega jisme apko Reliance Jio SIM Khareedne ka BAR CODE Diya jayega.



Bar Code ka print out laker Reliance Digital Store jaye aur wha se apko jo SIM Milega. Usme 1 Year ka Free 4G unlimited Internet aur Free All Indian India Voice calling ke suvidha milega.
 
Note: Ya 1year ka offer sirf Lyf smartphone ka liya h ager app iss jio sim ko kisi dusra 4G smartphone ma use karta h to ya offer kam nhi karagi.
 

Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.