Ager app mara site ko follow karta h to
av tak appko pata chal hi gaya hoga ki blogging kya h aur issa free website create kar ka kaisa paisa kama sakta h. Lakin aj mai appko bataunga ki kaisa
app apna website ko Secure kar sakta h jissa appna Blogger.com ka istamal kar ka
banaya h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Waisa to blogger.com google ki hi ak
service h to issa hack karna asan nhi h phir v Ham is baat ko bhi inkar nahi
kar sakte ki Internet par kuch bhi secure nahi hai, yaha tak ki Bank ki sites
bhi. To aj mai appko kuch aisa tips ka bara ma batana wala hu jisska istamal
kar ka app apna Blogger account ko hack hona sa bacha sakta h, bs app mara iss
post ko acchi taraha sa pada.
Tips To secure your Blogger account:
1. Register Email ID or Password
kisi ko na bataya:
Dosto app blogger ka istamal tavi kar
sakta h jab appka pass Gmail ka account ho q ki Blogger v google ki hi product
h jaisa ki app janta hi h. To mai appko yaha batana chaunga ki app apna jiss
Gmail ID or Password ka istamal kar ka blogger ma account banaya h usa kisi ko
na da issa appka account hack ho sakta h.
2. Trusted person ko hi admin
banaya:
Dosto blogger per app apna alawa v dusra
logo ko admin ka rup ma add kar sakta h to mai appko suggest karunga ki app
hamasa unn logo ko hi admin ka rup ma add kara jis per appko trust ho.
3. Secure your Gmail account:
Jaisa ki app janta hi h ki
Blogger ma app account tavi bana sakta h jab appka pas gmail account ho, isi
liya app apna blogger ko tavi secure rakh sakta h jab appka Gmail account
secure ho. Iska liya app apna Gmail account per 2 Step Virification Enable kar
sakta h.
4. Don’t add unknown script
on your blogger template:
Blogger ma template ak wallpaper
ki taraha kam karti h. Aur template HTML coding ki help sa create ki jati h,
isiliya dhayan rakha ki appka template ma aisi koi code na ho jisska jariya
appka website hack ho saka.
5. Enable HTTPS:
Normal website HTTP per hi operate hoti h lakin aisa bahut sa site h jo secure hoti h aur ya secure tavi ho sakti h jab issper HTTP protocol ki jagha per HTTPS protocol ka use kiya jata h. Blogger v apna user ko HTTPS ki subida dati h jisska istamal kar ka log apna blog(Website) ko secure kar sakta h.
Apna Blogger ma HTTPS ko on karna ka liya app Blogger Dashboard>>Settings>>Basic ma jaka HTTPS redirect ko No ki jagha per Yes kar da.
To dosto maina aj appko kuch tips ka bara ma bataya jiska istamal kar ka app apna blogger ki website ko secure rakh sakta h, taki appka blog ka data ko koi hack na kar saka aur appka savi content sahi salamat raha.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
1 comments:
How to Buy & Book Jio LYF Easy 4G Phone Online at Rs. 1000 Only?
The nice post
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.