Bahut se blogger jo blogging karte hai unki ye sikayat
rahati hai ki unka article per view bahut kam aa rahi hai aur unka article
google ke first page per trend nahi ker raha hai. Iska mainly two reasons ho
sakti hai pahala ya ki aap wahi article ko post ker raha hai jo ki pahale sa
search engine per maujud hai, aur dusra ya ki aapko trending topic ka bara me
pata hi nahi hai jiske bara me aap article likh sake.
To ager aap apne article ki view increase karna chate
hai to mara ye suggestion hai ki ya to aap koi unique topic per article likhe
ya phir trending topic ko find ker ke uss per article likhe.
To ab bat ye ati hai ki Unique content ya trending
content kaise find kera. Unique content ke liye aapko khud ke idea aur
knowledge se content likhna hoga. To mai aj aapko Trending topic ko kaise find
kera uske bara me batane wala hu jiske jariye aap trending topic ki keywords ko
find ker ka uss trending topic per article likh sake.
Also Read: Lowest Price me hosting kaise buy kera
How to Find Trending Topic
Google hama aisi bahut sari tool provide karta hai
jiski help se hamara bahut sara kam asan ho jata hai. To trending topic ke liye
v hm google ki akk tool Google Trend ka use karanga. To chaliye ab ham
apne main topic per ata hai aur aapko batate hai ki Google Trend ka use ker ke
trending topic ka pata kaise lagaye.
Step 2: Ab aapke samne kuch aisa page open hoga.
1. Yaha se aap koi v keywords ki trending keywords ko find ker sakte hai
2. Yaha per aap trending topic ki category aur country ko set ker sakte hai
3. Yaha per aap ne jo category aur country ko select kiya hai usske
regarding trending topic dikhagi.
Step 3: Ab jaise hi aap koi specify keyword find karanga ya
Category aur country ka jariye trending topic find karanga to usse related kuch
important things aapko show hogi Like:
- Region wise search query
- Most searchable keywords
- Related topic
Step 4: Ab ager aap cahate hai ki aapne jo keywords ko search
kiya hai usse kisi dusre keywords se compare kare to aap wo v google trend ki
help se ker sakte hai.
1. Yaha Click ker ka aap koi dusre keyword ko compare ker sakte hai.
2. Iss section ka jariye aap apne search ko modify ker sakte hai.
To friends iss tahare se aap google trend ki help se
koi v trending topic ka pata laga sakte hai ya phir koi specify topic se
related keywords ko find ker sakte hai.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
1 comments:
bahut he badiya article hai thanks for sharing.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.