Top 10 Reasons Website tariff low hone ki full details in hindi

Top 10 Reasons Website tariff low hone ki full details in hindi

Website tariff main factor hai jaisske wajah se log success hote hai, aur bahut se log low tariff ki wajah se apne website per work kerna chor v data hai. To mai aapko bata du kisi v website ki tariff akk din ma nhi aak jati usske liye aapko kuch method Like: SEO, Social Marketing, Content writings knowledge ko follow karna parta hai tavi aapke website per tariff aa pati hai.


Top 10 Reason Of Low Website Tariff


To aj mai aapko Website tariff low q rahati hai uski kuch important points ke bara me batane wala hu so iss post ko dhayan se read keriye taki aapko pata chal sake ki akhir kin wajho se aapke website ki tariff low hai ya low hoti ja rahi hai.

1. Quality Content: Hamasa jab v aap koi post likha to dhayan rakhiye wo content unique ho aur puri details me likhi hui ho taki visitors ko wo post acchi se samaj me aaye. Ager aap apne post ko accha tahare se nhi likh pata hai aur post me main keywords per focus nahi karte hai to aapke uss post per tariff low hi rahagi.

2. Maintain Keyword Density: Kisi v post me jab aap main keywords ko dalte hai to keyword density jarur maintain rakhe. Keyword density hamase 3-4% hi hona chaiye yani 100 words per 3-4 times hi aap main keyword ko apne post me dal sakte hai, usse jayada dalne per search engine aapke uss post ko ignore v ker sakta hai jisse tariff low ho jati hai.

3. Use Main Keywords In Post Title: Kisi v post ki heading (Title) ke jariye hi aapke website per tariff aati hai. Aur ager aap post title me post se related keywords ka use nahi karte hai to aapke uss post ki tariff low hi rahati hai. To dhayan rakhiye jab v aap kisi post ki title dale to uss title ka first me hi post se related main keywords ko enter kare.

4. Use Social media: Blog per tariff increase kerne ka liye aap ko social marketing karni parti hai. Matlab aap apne social media ka use apne website ya kisi particular post ko social media per promote ker ke tariff ko increase karne me ker sakte hai. App social media like Facebook, Google Plus, Twitter, aur Instagram jaise social media ka use ker ke blog ki tariff increase ker sakte hai. 


5. Submit website to Search Engine: Ye sabse main point’s hai jaisske wajah sa aapke website ki tariff low ho sakti hai. To iske liye aapko apne website ko search engine (Google, Bing and Yandex) per submit kerna parta hai, aur sath hi sath sitemap aur Robot.txt ko v submit kerna parta hai.


6. Changes in Search Engine algorithm: Search engine like google apne search engine queries algorithm ko batter banana ka liye hamasa kuch na kuch changes kerta rahate hai isiliye aapko search engine algorithm ki updates ki jakari honi bahut jaruri hai. Aur sath hi sath aapko search engine ki guideline ko v follow karni chaiye tavi aapke website ki ranking acchi hogi aur tariff high hogi.

7. Change Website Template or Code of Website: Ager aap ne hal me hi apne website ki template ko change kiye hai ya, apne website ki coding me kuch changes kiye hai to ye v akk reasons ho sakte hai aapke website ki tariff low hone ki. Isiliye ager aapne kuch aisi changes ki hai to aap kuch dino ka wait kariye jab tak search engine aapke uss change ko crawel na ker la.

8. Change any previously written post: Ager aapne koi post jo pahela sa aapke website per publish ho ussme kuch changes kerte hai ya uss post ki title ya link ko v change karte hai to v aapke uss post ki tariff kuch dino ke liye low ho jati hai. Aur tariff normal tavi hogi jab search engine aapne uss post ko crawl na ker le.

9. Sift Your Hosting Provider: Ager aapne kisi reasons ka chalte hal me apne hosting services ko change kiya hai to iske wajah se v aapke website ki tariff kuch dino ka liye low ho jati hai. Isiliye hosting transfer kerne ka bad 1 week tak wait kariye 1 week me aapka tariff normal condition me aa jayega.

10. Focus on Bounce rate: Bounce rate v akk factor ho sakta hai aapke website ki low tariff hone ki. Isiliye Bounce Rate hamesa low (25-40%) honi chaiye tavi aapke website search engine per rank karaga. Bounce rate low karna ke liye aap article ko acche se aur jitna ho saka utna jayada words me likhe, aur sath hi sath article ka ander hi kisi dusre article ki link v dal de.


To dosto ye hui kuch important points jiske wajah se aapke website ki tariff low ho sakte hai ager aap inn savi points ko sahi se manage ker lata hai to aapko tariff se related problem face nahi karni parti hai.


Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.