Reliance Jio Payment Bank kya hai, usski puri jankari hindi me

Reliance Jio Payment Bank kya hai, usski puri jankari hindi me
Reliance Jio ki services ka istamal aap savi to karte hi honga, jo hame bahut hi low price me Free internet, Free calling aur Free SMS ki subidha provide karta hai. Aur ab reliance jio na Jio Payment Bank ki v suruwat ker di hai. Jio Payment Bank limited ki suruwat Mukesh Ambani ne Reliance industry limited aur SBI bank ke sath milker 70-30% ka partnership ma kiya gaya hai.


Waise to pahale se hi bahut si telecom aur other payment bank market me pahale sa hi available hai. Ab jio Payment Bank ke aa jane se inn savi ko aur v competition ka samana kerna paraga.
Jis tahara Jio ke aa jana se savi telecom companies ne competition ma bane rahane ke liye apna apna services ki price ko kam kiye hai to ummid hai ki Jio Payment Bank ki market me entry ho jane ka bad ab payment bank ki services v acchi aur reliable ho jayagi.



Payment Bank Features and Limitations:

Appne bahut sari payment bank like: Airtel Payment Bank, PayTm Payment bank, Fino Payment Bank etc. ke bara suna hi hoga lakin kya aapko pata hai ki ya savi kis type ki services provide karti hai aur inn savi ki features kya kya hai ager nahi to nicha diye gaye points ko read keriye.

  • Payment Bank me maximum 1 lakhs tak jama ker sakta hai aur iss jama rasi (Paisa) per aapko interest v milaga.
  • Payment Bank ke jariye aap apna mobile number ka istamal ker ka hi account open ker ka kisi ko v paisa send ya recive ker sakte hai.
  • Payment bank ka istamal karne wala users ko Debit card v diya jata hai jisska istamal ker ka aap isi v ATM sa paisa nikel sakte hai.
  • Payment Bank ka paisa aapka connected bank account me credit ho jata hai.
  • Payment bank ka jariye aap Online bill pay like: Electricity bill, water bill etc. pay ker sakte hai.

Jio Payment Bank Features:

Uper maine Payment Bank ka special features ka bara me bataya ab mai aapko specially Jio Payment Bank ki features ke bara ma batane wala hu.

  • Jio Payment Bank account me aap maximum 1 lakh tak paisa deposit ker sakte hai aur uss per aapko interest v milaga.
  • Jio payment bank per aap salary account v open ker sakte hai.
  • Jio Payment bank ki taraf se aapko Debit card v diye jayaga.
  • Ana wala samay me Jio Payment bank apne customer strength ko increase karne ka liya aur v exciting offer provide karaga.

Note: Jio Payment bank aj sa yani 4th April 2018 se kam kerna suru ker diye hai, to av iske bare me jitni jankari thi ussa maine aapka sath shear kiya, aane wala samay me aapko issme account kaisa khola usske bara ma v bataunga.


Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.