नया और अच्छा डोमेन नाम Registraction करने के कुछ सिंपल टिप्स - हिंदी में

नया और अच्छा डोमेन नाम Registraction करने के कुछ सिंपल टिप्स - हिंदी में

Internet per bahut sara log per day kuch na kuch search karta hi rahata h, aur wo unn website per jayada visit karta h jiska domain ya URL link name unnka dawara search kiya gaya keywords sa milta h. To Dosto aj hm bt karna wala h ki kaisa aap apna new website ka liya akk accha sa domain name ko choose kara.

Batter domain name choose kara

Aapka mann ma ya sawal to jarur ata hoga ki akhir domain name hamara website ka liya q jaruri h? To iska answer h Yes, q ki domain name ka jariya hi aapka website ki पहचान की जाती है. Aap Hosting provider to change ker sakta hai lakin akk bar domain name register ho gaya to ussko change ya edit nhi kiya ja sakta h. Ager aap phir v aisa karna chata h to aapko new domain name buy kar ka aapko starting point sa sab kuch start karna hoga jisska karan aapka Google Search Rank, Alexa Rank down ho jayaga aur aapka website ka visitors v aapka hath sa chala jayanga, kul milaker bt ya h ki domain name jo akk ber register ho gaya wahi aap hamasa hi use kara to hi aapko benefits hoga.
To ab sawal aata hai ki अच्छा डोमेन नाम कैसे चुने. Waisa to domain name choose karna koi big issue nhi h, koi v domain name lana sa pahala aapko ya sochna hai ki aapka website kis topic per h.
Maina nicha kuch tips bataya hai jisska istamal ker ka batter domain name lana ma asani hogi.



1. Domain Name Match To Website Content: Aap jab v koi website banana ka bara ma sochta honga to ya jarur sochta honga ki kis topic ka uper website banayi jaya to accha rahaga ussi taraha domain name lana sa pahala apna website ki content ka bara ma akk br soch la aur ussi sa milta julta hi domain name buy kara.

2. Use Keywords in Domain: Domain name ma apna content ya business sa related keywords ka use kara. Jaisa man lo aapka pass JAVA language ki jankari h aur aap chata h ki online ka jariya logo ko v JAVA sikhaya jaya to aapka domain name kuch iss tahara ka hona chaiya: javacource.com, onlinejava.com etc. Ager aapko man mutabik domain name na mila to aap last ka extension (.com) ko change ker ka akk br dakhiya sayad uss name sa dusra extension (.in, .net, .org) wala domain name mil jaya.

3. Register Short and Simple Domain: Kosis kariya ki aap jo domain name la rha hai wo short and simple ho jissa kisi v visitors ko wo domain name asani sa yad ho jaya taki jab v wo dubara kuch search kara aur ussa aapka domain name dikha to wo dakta hi पहचान jaya ki iss website per maina ya article read ki thi.
Domain name ko chota isiliya rakha taki jab v koi visitors URL Address bar ma aapka website ko type kara to koi mistake na ho q ki big domain name hona sa typing mistake hon aka chances badh jata h.

4. Use Hyphen between two words: Yadi aap koi aisa domain name lana chata hai jo available nhi h to ussi domain name ke दो वर्ड्स के बिच में Hyphen add ker ka akk ber search kara. Ager hyphen laga hua domain available h to ussa buy ker la issa aapka domain name keywords per koi asar nhi paraga.
To dosto ya hui kuch tips jisska istamal ker ka akk accha sa domain name buy ker sakta h.

Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.