Jaisa ki aap savi ko pata hi hai ki AdSense google ki
hi ak services h jisska jariya ham paisa kama sakta h, aur Google kuch months
ka interval per apna savi product ma kuch na kuch changes ya koi new Features
add karti rahati h.
Step 2:
Agar aap first time auto ad unit create kar rahe hai to aapko is type ka
feature milega. Issme aap Get Started button par click kare.
Kuch din pahala Google na YouTube kiNew Monetization Guideline jarri kit hi, ab Google na AdSense ma Auto
Ads ki new Features ko add kiya h. To dosto aj ham isse ka bara ma bat karna
wala h jissma mai aapko iss AdSense ki Auto Ads sa juri her akk jankari
dunga Like:
AdSense Auto Ads Kya Hai?
Auto Ad Me Kaun Konse Ad Format Show Hote Hai
Adsense Auto Ads Use Karne Ke Fayde
Google AdSense Auto Ads ko Blogger Website ma kaisa add
kara
Google Auto Ads Work Kaise karta Hai?
To Dosto aj mai iss savi questions ka answer iss post ka
jariya bataunga so ager aap v AdSense Publisher h to aap mari iss post ko accha
sa read kariya aur Janiya ki AdSense Auto Ads kya h aur ya hamara liya q
jaruri h. To chaliya start karta h.
AdSense Auto Ads Details [AdSense Auto Ads Kya Hai]
Ya Google AdSense ki latest update h jiska jariya aap
apna website content ko monetize ker ka jayada paisa kama sakta h. Ya AdSense
ki savi pichla ads format (Text & display ads, In-feed ads,
In-article ads, Match content Ads, Anchor ads, Vignette Ads) ka mixture h.
Kahana ka matlab
ya hai ki ager aap Auto Ads ko apna website ma add karta h to ya aapka Content
aur visitors ko optimized ker ka khud add position aur ad format automatically
la lata h. Auto
ads aapke website ka maximum revenue position wala place per ads show kerta h
aur aapka visitors ko accha experience v provide karta h.
Auto Ads Supported Ad Format:
Ager hm Auto ad ko all in one ad kahe to galat nhi hoga q
ki issme hama adsense ki all ads milti h: (Text & display
ads, In-feed ads, In-article ads, Match content Ads, Anchor ads, Vignette Ads).
Ager
adsense future ma koi new ads format ko add karta h aur aap cahate h ki wo automatically
aapka website per show hona laga to aap Automatically Get
New Format ka
option ko activate ker da.
AdSense Auto Ad ki Working Principle:
Adsense auto ads Google’s machine learning technology ka
istemal karta hai. To nicha diya gaya points per focus karta h.
Understand your page structure and content.
Detect any existing Google Ads on your page. (Auto ads
only google ads ko detect karega other ad networks ki ad ko nahi.)
Automatically place new ads based on different elements
such as your page layout, amout of content, and existing google ads.
Auto Ads Format Benefits:
Jaisa maina uper bataya h ki Auto Ad All in One ad format
h iska matlab aapko bar bar different type ka ad format create karna ki jarurat
nhi h. Isska kuch important benefits ko maina point out kiya h.
1. All In One Ad Format: Issme aako adsense ki pichli aur future ma ana wali ads format ko apna
website ma add karna ka features milta h. bs aapko jis jis type ki ads format
ko apna website ma add karna h ussa on ker da uska bd akk auto ad ka code
generate hoga uss code ko apna website ma add karna h bs ho gaya.
2. Best for Blogger: Ager aapka website
blogger per h to aapko ber ber aapna website ki header footer aur content ka
middle ma ads ko add karna ma bahut problem hoti hogi. To isska solution h
Auto Ads, Jisska sirf akk code ko apna blogger template ma add karna h uska
bad wo automatic aapka Header footer aur content ka middle ka ads show karaga.
Uska bd aapko kavi koi extra code apna blogger per add karna ki koi jarurat nhi
h.
3. You can Focus on Creating Great Content: Auto ads automatically aapke ads ko aapke liye better place aur optimize
kar show karta hai so aapko ad optimization karne ki jarurat nahi hai.
4. Increase your Adsense Revenue: Auto ads aapki site ke pages ko analyze kar Layout, Content and Google
Ads ke according location par ad show karta hai. Isse aapko jyada ad click
milenge aur aapki adsense income increase hogi.
To Friends ya hui Auto Ads ki kuch jankari co chaliya ab
ya v dakh lata h ki issa ham apna website ya blog per add kaisa kara.
Setup Auto Ad to Your Blogger:
Auto ad use karne me bahut hi aasan hai aur aapko iske liye koi
special step follow karne ki jarurat nahi hai. Iske steps bahut hi simple and
easy hai.
Step
1: Sabsa pahala aapko Google AdSense account ma apna Gmail Account
sa login hona hoga. Uska bd My Ads >>
Auto ads option par jaye.
Step
3: Ab akk new page open hoga ussma
aapko Adsense ki sari ad format show hogi to jis ad format ko aap apna website
ma Auto ad ka through add karna chata h uske samne arrow ko enable kare.
1.Agar aap cahate hai ki new ad format automatically Auto
ad ma add ho jaye to Automatically Get New Format option ko enable
kare.
2. Finally, Save button par click kare.
Step
4: Ab jo page open hoga ussma aapko
Auto Ad ka code milaga uss code ko aapko apna website template ka <head>
aur </head> section ka bich ma kahi v add ker dana h.
1. Copy code snippet par click kar code copy kare.
2. Done button par click kare aur ye code apni
site ke <head> section me add
kare.
Note:- Aapke site me
auto ads code add karne ke bad ise properly work karne
me 10 – 20 minutes ka time lagega.
Remove any Ad Format in Auto Ad:
Agar
aap auto ad unit create karne ke bad usme se kisi ad format ko delete ya add
karna cahate ho to aap My ads >>
Auto ads par ja kar auto ads ko control kar sakte ho.
1. Yaha aap kisi v ad format ko delete and add kar sakte ho.
2. Agar aap domains, subdomains, site section or page ke
according auto ads ki performance check karna chahate ho to uske liye Advanced
URL Settings me New URL Group bana sakte ho.
To
dosto Is tarah se aap aap apni site me adsense auto ads istemal kar
sakte ho aur apni adsense earning and user experience boost kar sakte ho.
- Ads.txt Ad code kya h? Issa Apna Blogger Website ma kaisa add kara
- Google AdSense Native add ki puri jankari in Hindi
- Mobile Friendly Page Level ad format kaisa create kara
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
1 comments:
Thanks bro
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.