WhatsApp UPI Registraction: WhatsApp sa Money Transfer kare in Hindi

WhatsApp UPI Registraction: WhatsApp sa Money Transfer kare in Hindi
Ye toh hum sabhi jante hai ki whatsapp ek popular messanger app hai jisko all over world me 1.2 billion se bhi jayda log use karte hai. Ager aap savi WhatsApp ka istamal karta h to aap savi ko pata hi hoga ki WhatsApp akk online messaging service h jiske jariya ham kisi v dusra whatsapp user ko message ya koi documents (Photo, DOS File Etc.) send ya receive ker sakta h.




WhatsApp na kuch din pahala hi WhatsApp for Business app ko launch kiya tha jissa istamal ham apna business ko whatsapp ka jariya manage karna ma ker sakta h.
Whatsapp har bar kuch na kuch new features launch karta hai.Jaise document send karna, Video status jaise feature update karte rehta hai. thik waise hi iss bar whatsapp ne new feature lunch kiya. Jisska jariya ham WhatsApp ka jariya kisi ko v paisa/Money Send ker sakta h jo ki UPI Based hoga.
Phonepe, bhim upi, Google tez ye sabhi UPI based apps hai Aur abhi kuch month pahle hi paytm ne bhi apna app me bhim upi ka option add kiya hai. Aur paytm ki tarah hi ab whatsapp ne bhi apne app me upi feature add kar diya hai.
WhatsApp ke sabse jayda user india me hai. Isliye whatsapp ne Whatsapp money transfer wala feature sirf abhi Indian user ke liye jarri kiya hai. Or abhi ye feature sirf Beta version me Available hai aur jaldi hi isko Update play store par mil jayega. Ye feature UPI based hai. UPI se aap kuch seconds me hi apna money ek person se dusre person ko transfer kar sakte ho aur sath hi receive bhi kar sakte ho.


Whatsapp Payment Feature In Hindi:

NCPI Full Form hai (Nation Payment Corporation Of India). NPCI ne india me electronic payment ko jayda asan aur bahut acha banane ke liye UPI ko introduce kiya. Or UPI abhi tak moojud sabhi payment interface (technology) me sabse best payment interface hai.
Isliye sabhi private companies ya banks apne payment apps me UPI payment system ko add kar rahe hai. Jisse wo apni payment apps ko latest payment technology ke sath update kar sake.
Whatsapp ne 2017 me NPCI (Nation payment corporation of india) se UPI (Unified Payment Interface) service ke liye permission magi thi. Whatsapp ko UPI ki permission dene bad whatsapp me updation karna start kar diya tha. Joki finally ab jakar complete ho gaya (8 february 2018). Ye feature abhi only android and iOS beta user le liye diya gaya hai yani iss feature ki abhi testing ki ja rahi hai ye officially launch nahi hua hai.

Download WhatsApp Beta

WhatsApp UPI Registration aur MoneyTransfer Kaise Kare?

Dosto ager aap WhatsApp ka jariya kisi ko paisa send karna chata h to sabsa pahale aapko WhatsApp UPI ma Registration karna hoga uska bd hi aap kisi ko paisa send ya recive ker payanga. To chaliya ab janta h ki WhatsApp UPI ma registration kaisa kara.


  • Sabsa pahale apna whatsapp ko update ker ka usska Settings ki option ma jaya.
  • Yaha aapko Payments ka option dikhega usspar click kare
  • Ab issme aapko apne bank account ko linked karna hoga. yaha aapko axis Bank , icici bank, state bank of india, hdfc bank , airtel payments bank etc bhut se banks ki list dekhegi. Ussma sa apna Bank Choose kara.
  • Bank account Link ho jana ka bd aap jisko Money Send karna chata h uska inbox>> Attachment option per click karna h.
  • yaha aapko Payments ka option dikhega usspar click karke aap apne friends ko paise send kar sakte hai.



To Dosto ummid h aapko ya WhatsApp Money Transfer ka uper ki gayi post pasand ayi hogi. To WhatsApp ki iss new Features ka maza uthaya aur chat ka sath sath money send aur receive v kara.

Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.