Dosto aj hm bt karna wala h Google Adsense ki latest update ka bara ma, jo ki her akk Publisher
aur advertiser ka liya important h. Google Adsense na Publisher (Like Us) ka
identify ka liya Ads.txt (Authorized
Digital Sellers) add ki h jisska jariya advertising network (Like:AdSense)
ya pata laga
sakta h ki ya Publisher real ma uss website ka owner h jissma uss adsense
account ka Ads show ho rha h. Ager aapna iss file ko apna website ma add nhi
kiya to aapka adsense account ma Earning
at risk – One or more of your ads.txt files doesn’t contain your AdSense publisher
ID ka error show hoga.
Ab mai aapko simple language ma samjata hu man ligiya aapna
aapka pass ak adsense account h, aur ussma xyz.com website verify h aur adsense
ka ads uss website per show hota h. Lakin ager aap kisi dusra website per ya
aapka koi friends uss ads unit ko apna per add ker lata h to ads to show hoga
lakin uski CPC bahut hi low hogi isiliya ads.txt ko website ma add karna hota h
taki Advertising network website ko identify ker ka uska content ka hisab sa CPC
da, isska alawa kisi v fraud sa v aapka website ko safe rakhti h.
- Adsense sa related kuch important jankari jo her blogger ko pata hona chaiya
- Adsense ki term & condition in hindi
Ads.txt kya h?
ADS (Authorized
Digital Sellers) ko IAB (Interactive Advertising Bureau) na introduced kiya
h jisska main maksed spammer website ko identify karna h aur Advertiser ko best
ads slot dana h iska alawa Publisher ko sahi CPC mila iska v dhayan IAB rakhta
h. To iss savi chiz ka liya IAB na ads.txt file ko introduced kiya h jo ki ya
savi kam ko ker sakta h.
Bahut sa publisher apna akk adsense account ka ads ko bahut
sa website, Apps per add ker data tha aur earning karta tha jo ki google ko
iska bara ma pata v nhi hota tha. Lakin ab ager aapko apna website per ads ka
jariya accha CPC chaiya to aapko ya Ads.txt file apna website per add karna
hoga.
Ads.txt ka main maksed ya h ki kha kha advertising network
ka ads kha kha show ho rha h unn savi platform ko identify karna aur uss
platform ka content ka hisab sa unnko CPC provide karna aur Advertiser aur
Publisher ka bich accha eco-system create karna h.
Ager aapna apna website ya apps per ads.txt file add kiya h
to aapka website per Authorized Digital
Sellers ka hi ads show hoga jissa aapka CPC increase hona ka chances badh
jata h.
Formation of ads.txt
Ya ads.txt file four parts ma divided h jo comma (,) sa separated h jisska bara ma maina
nicha pura details ma bataya h. Ya ads.txt file kuch iss taraha ki hoti h.
google.com, pub-xxxxxxxxxxxxxxx,
DIRECT, f07c47fec0742fa0
1. Ad Network Domain: Yani aap kis advertisement network ka ads use karta h jaisa uper google.com
h to mai Google AdSense ka use karta hu.
2. Ad Network Account ID: Ya aapka advertisement network per account ki ID hoti h.
3. Account Type: Ya two type ki hoti h
- Direct: Yani aap khud ka website per hi iss advertising network ko add karta h.
- Reseller: Yani aap apna advertising network ka ads ko apna main website ka alawa kisi dusra third party website per add karta h.
4. Certification ID: Ya ak unique code hoti h jo ki her website ka liya same hota h, Jissa Advetisers website ko track ker sakta h ki unki advertisement kha show ho rhi h.
Add ads.txt in Blogger Website:
Ager aapka website
WordPress per h to aap simple plugin ki help sa iss ads.txt file ko apna
website ka root file ma save ker sakta h. Lakin ager aapka website blogger per
h to aap issa kaisa apna website per add kara uska bara ma batana ja rha hu.
Step 1: Apna
Blogger account ma login kariya uska bd Settings >> Search Preferences ma jaya.
Step 2: Uska bd
aapko scrool down karna h. Aapko Monetization option dikhaga usma Custom ads.txt ka samna Edit>>Yes per click kariya.
Step 3: Ab aapko
ads.txt file ko yaha dalna h joki aapko advertising network (Adsense) sa mil
jayagi. Uska bd Save Change per
click ker da.
Bs ho gaya ab aap www.yourwebsite/ads.txt
type ker ka dakhiya ki aapka ads.txt file sahi sa add hua h ya nhi.
Note: Advertising network na ya clear kaha h ki
ads.txt file ko add karna koi jaruri nhi h lakin ager aap apna CPC increase
karna chata h to highly recommended h ki ads.txt file ko apna website ma add
kara.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
5 comments
aapne bahut achchi jankari di hai
Really amazing? keep up the work..
Aap ne bahut hi shanadar information ads.txt ke bare me shere ki he
Its so nice article
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.