Create Free website: Blogger ma free website banana ki jankari in Hindi

Create Free website: Blogger ma free website banana ki jankari in Hindi
Her koi ki chahat hoti h ki unka akk apna website ho jisper wo apna knowledge ko publish kara aur ussa logo ki kuch help v ho saka. Lakin wo sochta h ki website banana ma paisa lagta h aur website ko manage karna v bahut muskil kam h, to mai bata du ki website create karna ka liya koi paisa nhi lagta h wo aap free ma bana sakta h aur raha bat website manage karna ka to wo v aap bahut hi asani sa ker sakta h.

Create a free website



Akser log search engine per website create karna sa related bahut sa articles ko search karta h jaisa:

  • Free me website kaise banaye
  • Blog kaise banaye free me
  • Blog kaise banaye hindi
  • Apna blog kaise banaye free ma
  • Website kaise banaye
  • Website kaise banayi jati hai
  • Website kaise banaye mobile se
  • Site kaise banaye
  • Free website kaise banaye
  • Website kaise banaya jata hai

To yadi aap v kuch iss tahara ta topic ko search engine per search ker rha h to aapko kahi aur jana ki jarurat nhi h mai aapko iss post ma inn savi question ka answer pura bistar sa dunga.

Free Website banane ka liya kya kya chaiya:

Sabsa pahala mai aapko ya batata hu ki koi v website ko free ma banana ka liya aapko koi free hosting provider, free domain ka istamal karna hota h. Lakin Internet per aisa site bahut kam h aur jo v h usma bahut si limitations v h, lakin ager aap Google Blogger ka jariya website banata h to aapko Free Hosting ka sath sath free sub domain v milta h.

Google Blogger Kya h?

Blogger google ki hi akk service h jissper ham free ma website ya blog create ker sakta h. Blogger per ham 100 tak free blog ya website create ker sakta h. Ya hama 15 GB ka storage v data h jisma ham apna website ki post aur docoments ko store ker sakta h aur iska alawa ya hama free ma sub domain like (xyz.blogspot.com) v provide karti h.
Aur sath hi sath ager aap cahate h ki blog ka jariya paisa v kamaya to aap Google AdSense ka jariya paisa v kama sakta h. Overall Blogger akk bahaterin platform h jisska jariya ham free ma website ka sath sath website ka jariya paisa v kama sakta h.


Blogger per Free website kaisa banaya?

To chaliya ab mai aapko bataha hu ki blogger ka jariya aap free ma website kaisa banaya. Free website banana ka liya aapka pass Gmail Account hona chailya. Uska bd nicha ki steps ko follow kara.

Step 1: Sabsa pahala app apna Gmail account Bana la Uska bd Blogger.com pr jaya aur apna gmail accoun sa login kara.

Step 2: Create a limited blogger Profile
per click kare.


Step 3: Yaha per aap apna name yani blogger author ka name dalna h. uska bad continue to blogger per click kare.


Step 4: Ab akk new page open hoga usma aapko Create New Blog per click karna h.


Step 5: Uska bd akk popup page open hoga.


1. Title- Iss ma app ko apna blog ka nam likhna h.
2. Address- Iss ma appko apna blog ki ak aisi address(URL) dalni h jo pahala sa kisi aur na na banaya ho apka address unique hona chaiya.
3. Template- Nicha diya hua template ma sa kisi ak ko select kara dhayan rakha app jo template select karanda wohi apki Website/Blog ki Template hogi. 
4. Uska bd Create Blog ki Button pr click kara. Ab apka Blog ban kr tayar h.

Step 6: Ab akk dusra popup window open hoga jisma google ki custom domain buy karna ka liya bolaga ager aap custom domain buy karna chata h to apna mannpasand domain name type ker ka search kara ya phir No thanks per click ker da.





To dosto iss tahara sa aap apna free website create ker sakta h aur website ka jariya logo ko kuch sikha sakta h ya unki help ker sakta h. 

Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.