Facebook duniya ki sabsa best
Social Media site aur world ranking ma 3rd ranking ma ati hai. Iski
suruwat 2004 ma Mark
Zuckerberg na ki thi aur
issper millions of user apna account banaker facebook ka features ka anand utha
rahe hai.
Face Recognition |
Facebook apne system ko new age ka
latest technology sa updated rakhna ka liye hamasa kuch na kuch changes karti
hi rahati hai. Isi ma sa ak hai Facebook Face Recognition. To chaliye ab
Facebook Face Recognition ka bare ma jan late hai ki ya kya hai aur ya kaise
kam karti hai.
Facebook Face Recognition Details In Hindi
Bita kuch samay sa ya dakha gaya
tha ki bahut sa bad people aapka profile picture ka istamal ker ke aap ka akk
dusra profile create ker late tha aur uss profile ka istamal ker ka wo aapko
badnam karte tha. Ya phir aapke profile picture ko aisi jagha upload ker diya
jata tha jissa aapko bahut sari problem ko face karna parta tha.
Issi ko dhayan ma rakh ker
facebook na Facebook Face Recognition System ko launch kiya hai. Jissa
jariya ager koi v aapka aapka Profile picture, Video ya aapka koi v image ko wo
Facebook per kahi v upload karaga to aapko isska notification mil jayaga cahaye
ussma aapko tag na kiya gaya ho aur sath hi sath unnha v isski jankari mil
jayagi jissko iss picture ma tag kiya gaya hai ki ya kisska picture ya Video
hai.
Kahane ka matlab ya hai ki ab koi
v aapka picture ya video ka istamal galat kam ma use nhi ker sakta hai aur aap
tension free ho ker facebook ka use ker sakte hai.
Also Read: Facebook Fake Account ki report kaise kare
Activate Face Recognition
To ager aap v apna Facebook account per upload ki gayi
Picture aur Videos ki Security increase karna cahate hai to aapko iss Face Recognition ki
option ko activate kerna hoga. Usske liya aapko Facebook Setting>>Face
Recognition ka option per ja ker issa activate kerna hoga.
Note: Ya Features New Facebook User ka liye available nhi hai,
so all new Facebook users please wait for this features.
To Dosto iss tahera sa aap
facebook ke Face Recognition features ka jariye apna Pictures aur videos ko
sucure ker sakte hai. For More Details Click
Hair.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.