Aap savi to AdSense ka bara ma
suna hi hoga aur ussa aap acchi khasi income v ker raha honga. Lakin ager aap
online make money ki field ma new hai to aapko AdSense ki jayada jankari nhi
hogi.
Jisska wajah sa aapka Adsense
account ma Invalid activity hoti v hogi to aapko pata nahi chalta hoga jisske
wajah sa aapka AdSense account pahale to 1 months ka liya suspend hota hai uska
bad ager aapka AdSense account per dubara sa invalid click activity ayi to aap
AdSense account hamasa ka liya suspend ho sakta hai.
To issi liya jis tahara aap
apne website performance, ko check karte rahte hain ussi trah se adsense
account pe ho rahe invalid activity ko bhi check karte rahe. Taki aapko AdSense
account Banned jaisa bura sapna ka samna kavi na karna para.
Reasons of Invalid Click Activity:
Ager aapka adsense account ka ads per invalid click
activity aa rahi hai to isska bahut sa reasons ho sakti hai jisska bara ma
maina nicha bataya hai.
- VPN ka use ker ka Ads per click kerna.
- Ads per bar bar click karna
To Yahi two main reasons hai jisska wajah sa invalid
click activity hoti hai aur aapka adsense account suspend hota hai. For More
Details click
hair.
Identify Invalid click activity on AdSense
To chaliya ab ya v dakh lata hai ki ager aapka adsense
account per invalid click activity hoti hai to ussa identify aur fix kaisa
kera. iske pahle ham kuch important adsense ke factors ko short me jaan lete
hain jisska jariya aap invalid click ko identify ker sakta hai.
CTR: CTR click through rates
.CTR ko calculation ke dwara jan skate hain(click× Pageview)×100 jo ki
percentage me hota hai.
Yani ager aapka website ka page view 100 hai aur uss ma
sa 5 na ads per click kiya hai to aapka CTR 5% hoga. Dhayan rakha safe CTR 1-7%
tak hota hai.
CPC: Cost per Click, yani per
ads click per aapko kitna cost mil raha hai. Ager aapka ads per click to ho
rahi ha imager aapka CPC 0.00$ hai to iska matlab ya hai ki aapka ads per
invalid click ho rahi hai.
Fix
Invalid Click Activity: Ager aapka adsense
ads per invalid click aa rahi hai to aapko issa jaldi sa fix karna ki jarurat
hai nhi to aapka adsense account suspend ho jayada. To chaliya ab ya v dakh
lata hai ki Invalid click activity ko fix kaise kare.
- Remove AdSense Ads: Ager aapka adsense ads per invalid click ho rahi hai to aap sabsa pahale apna website sa adsense ads ko kuch samay ka liya remove ker da. Ager aap ka website WordPress per hai to aap asani sa ads ko remove ker sakta hai, lakin ager aapka website blogger per hai to ads ko remove karne ka liye aapko AdSense Home>>Allow & Block Ads>>Content>>All My sites ma ja ker uss website ko uncheck ker da jiss per invalid click activity ho rahi hai.
-
Use Analytic To Track Invalid Click: Ager aapka ads per invalid click aa rhi hai to aap Google Analytic ka istamal ker ke uss location ka pata laga sakta hai jaha sa invalid click aa rahi hai.
To dosto iss tahara sa aap apna AdSense ads per ho rahi
invalid click activity ko identify aur fix ker sakta hai.
Also Read: AdSense ki Term and condictions in Hindi
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.