Blogger Post ke liye label or Categories kaise add kare-Hindi ma

Blogger Post ke liye label or Categories kaise add kare-Hindi ma
Jo log apke blog blog pe organic search se atye hai unke liye categories nahi bhi hai to chalega lekin jo apke blog ko apka URL open karke atye hai unke liye category banan jaruri hai.Nahi toh wo apke blog dubara nahi ayenge.Visitors ko chahye ki unhe har chiz asani se mil jaye.Agar unhe koi bhi post dhundne me problem hoga toh wo dubara apke blog pe kabhi nahi ayenge.Iske liye apko apne blog ko ache se navigate karna jaruri hai.Label or categories me post rakh kar aap apne blog ko ache se navigate kar sakte hai.


Konsa Tool blogger me categories banane ke kam ata hai:

Sirf or sirf ek hi tool hai jo blogger me categories banane me help karta hai or wo hai Label.Label ek tag jiska use karke aap post ko alag alag category me rakh sakte hai.

Ek post ko aap bahut sare label me rakh sakte hai.or Ek blog me aap 5000 tak ke label ya categories bana sakte hai.
Aap label gadget ko apne blog me kahi bhi or jitna bar chahe use kar sakte hai.Mai apko Step by step batata hu kaise blogger me post ke liye Label gadget use karte hai.

1.Blogger.com pe jaye

2.Ab apna blog choose kare

3.Phir dashboard>>layout pe click kare

4.Ab "Add a widget" ka link hoga uspe click kare.

5. Ab apko "Label' ka option dikhaye dega.Label ke samne blue color ka plus sign hoga uspe click kare

6.Ab save pe click kare. apke template me Label add ho chuka hai.

Mene apko bataya ki kaise Blogger post ko label ya categories me set karte ahi.Umeed hai apko Hindimapada ka ye Post pasand aya hoga.

Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.