Aj kal log apna website ko popular banana ka liya apna post
sa related tahara tahara ka docoments ko v upload karta h taki uss docoments ka
jariya visitors ko uss subject ka uper aur v jayada jankari ho saka.
Lakin Blogger ka post ma app sirf video aur Photo hi
upload kr sakta h lakin ya dono file ka alawa app aur koi v files apna blog ma
upload nhi kr sakta magar kavi kavi aap PDF ya DOS type ki file ko upload karna
chata h lakin app nhi kr pata. To aap tension na la aj mai batuga ki app kaisa Google
Drive ka istamal kr ka apna blog post ma kisi v type ki file ko upload kr
sakta h. Uska liya mara nicha bataya gaya steps ko follow kara.
Step
1: Sabsa
pahala app https://drive.google.com
pr jaya aur app ki google (Gmail) account sa iss ma Login kara.
Step 2: Uska bd aap ko My
Drive>>Upload File pr click karna jaisa ki app niche ki picture ma
dakh raha h.
Step 3: Uska bd app apna
System sa koi v ak PDF ya DOC file select kara uska bd apki ya file Google
Drive ma upload hona lagagi jaisa ki app nicha dakh raha h.
Step 4: File upload hona ka
bd apna jo file upload ki h uspa Right click kar ka Share>>Who Can
access ma ja ker Change per click ker ka Public select kara aur
Save ker da.
Ab aapko Link to Share ma jo link h usko copy
karna h. Link copy karna ka bd Done per Click kara.
Step 5: Uska bd aap apna Blogger.com
>> Create a new Post pr jaka Link pr click aur apna jo
file ka url Google drive sa copy kiya h usa yaha paste kr da.
Ab jab v koi visitors uss link per click karaga to ussa
aapka dawara upload ki hui document jisko aapna Google Drive ma upload kiya tha
wo show hogi.
Ager aapko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to hama comment kara aur aapko ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara
A
3 comments
Verу nijce post. I juѕt stumbled upn your blog ɑnd wished t᧐ say
tһat I have reaⅼly enjoyed surfing аround оur blog posts.
Afteг all I will ƅe subscribing tto ʏour rss feed and I hipe you wriite again ѵery so᧐n!
Thnx bro....
Thnx keep visiting....
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.