Blooger ma privacy policy, contact or about us kaisa add kra

Blooger ma privacy policy, contact or about us kaisa add kra
Hii I'm Manoj creator of this Blog.....

Hi Dosto, Aap ye post read kar rahe hai iska matlab ye hai ki apke pas blogger or wordpress pe blog hai. Agar aap Blogger or WordPress pe adsense ya koi affliate marketing ke ads chahte hai toh apke blog me privacy policy, contact or about us page hona jaruri hai.
Privacy Policy ek aisa page hai jisye visitors ko apne site ke term and condition ke bare me bata sakte hai. Google Adsense apke website or blog ko approved karne ke liye apke blog me privacy page ko jarur check karta hai. Islye apke blog pe privacy page ka hona jaruri hai.

Yadi apko blogging ki achi knowledge hai toh aap khud se bhi Privacy page create kar sakte hai. Internet pe bahut se aise website hai jaha se Privacy page generate kar sakte hai. Mai apko Serprank.com se privacy page banane ki advice dunga.

1. Sabse Pahle Serprank ke Privacy Page Generator page pe jaye.

2. Page open hone ke baad apko URL website or apna Email id enter karna hai.

3. Agar apka blog cookies (  blog pe advertise ke liye iska use karna jaruri hai)   use karta hai toh Yes pe click kare.

4. Advertiser Information me Google Adsense pe tick kare, Agar apke blog pe kisi or affiliated market ka ads use hai ya use karna chahte hai toh uspe tick kare.

5. Form fill up karne ke baad Create
my Privacy policy pe click kare.
Apke blogger blog ka privacy policy page create ho jaye. Ab privacy page ke text ko copy kare.

6. Ab blogger.com pe jaye. Phir Dashboard >  New page pe click kare.

7. Ab Ek page open hoga jaha apko Title me Privacy Policy likhna hai uska bd Compose/HTML ma sa HTML select karna h jo ki top left ma h uska bd Text Body me copy kiya hua Text ko paste karde. Phir Publish pe click kare.

8.Uska bd layout ma jaya aur  add a gadget pr click kara ak new window open hogi usma page ki gadget ko add kara.

9. Uska bd app dakanga ki home ma tick kiya hoga pr Privacy Policy pr nhi privacy policy pr v tick kr ka save kr da bs.
Apke Blogger blog me Privacy page create ho chuka hai.

Read also : Blogger ka Alexa Rank Kaise Badhaye


WordPress me Privacy Policy Page kaise banate hai. 

Agar aap Wordpress Blog use kar rahe hai toh Step 5 me copy kiye gaye text  ko Dashboard > Pages > Add New me paste karde. Title me Privacy Policy type kare. Phir page ko Publish karde. 

Conclusion 

Apke Blog pe Privacy Policy page published ho chuka hai. Mene jo apko tarika bataya hai ye privacy policy create karna ka sabse easy tarika tha. Google Adsense apke blog ko Approval karne se pahle privacy policy page jarur check karta hai.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.