Aj kal savi kam online ho gayi h, online ka jariya app ghar baita baita kuch v saman kisi E commerce website ka through manga sakta h ya apna kisi friends ko jaruri docomence vaj ya receive kar sakta h. Lakin app ya tavi kar sakta h jab appka pas apna khud ki E-mail ID ho.
Ya E-Mail ID app free ma bana sakta h Gmail, Microsoft ya Yahoo ka jariya. To aj mai appko bataunga ki kaisa app Gmail ka jariya free ma Apna khud ki E-Mail ID bana sakta h.
Step 2: Uska bd app ka samna Gmail ki privacy policy ayagi usma I AGREE per click karna h.Ya E-Mail ID app free ma bana sakta h Gmail, Microsoft ya Yahoo ka jariya. To aj mai appko bataunga ki kaisa app Gmail ka jariya free ma Apna khud ki E-Mail ID bana sakta h.
Also Read: Asani sa Paisa kamana ka top seven tips
E-Mail ID kya h:
Email ID ak appki personal ID hoti h jiss ka jariya app kisi dusra person ka Email Id per koi Message ya koi documents send kar sakta h. Lakin app iss ID ka istamal tavi kar sakta h jab app internet sa connected ho.
Email ID format: Your User Name@Service Provider Name
Example: hindisuport@gmail.com
Steps For Open a Free Gmail Account:
Gmail Google ki hi service hai isliye Gmail Account ko Google Account
bhi khate hai. Gmail Par account banana koi jada muskil nahi hai.
Simple aap meri steps ko follow karna or agar kahi par aapko dikkat aati
hai to mujha comment karke batana me aapki puri trha se help karne ki
kosis karuga. To chaliye suru karte hai.
Step 1: Sabsa pahala app Gmail ki site par jaiye. Uska bd appka samna ak Form open hoga jisa app ko apna details ko varna h.
- Enter Your Name and Your Last Name.
- Isma appko aisa User name varna h jo pahala kisi aur Gmail account holder ka na ho. App user name ma apna nam ya mobile no kuch v da sakta h 6 sa 30 words ka bich ma hi appka user name hona chaiya.
- Isma appko apna Gmail account ka password ko dalna h taki appka account protect rah saka. Isma app aisa password dala jo appko yad rah saka. password me Number (12345) Sabd (ABCabc) or special cerector (@#$%!) ko milakar jo aap chahe bo password rakh sakte ho. aapko password yaad rakhna hai.
- Uper diya gaya password ko yaha Re-Type kara.
- Apna date of birth dala.
- Apna Gender dala.
- Apna mobile no dala taki jab kavi app apna password bhul jaya to mobile no ka through app password reset kar saka.
- Ager appka pass koi dusri Email ID h to yaha dala ya phir blanck chor da.
- Apna country ko choose kara. Uska bd Next Step per click kara.
Step 3: Ab appka Gmail Account ban ka ready h ab app Continue To Gmail per click karata hi Gmail ka Home page per chala jayanga.
To dosto lijiya ab appka gmail account ban ka ready h. Ager appko Gmail account create karna ma kahi v koi v problem ho to app mujha comment kar sakta h.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.