Blogger ko Domain Kaisa banaya

Blogger ko Domain Kaisa banaya
Hii I'm Manoj creator of this Blog.....

Blogger me Custom domain Add karne ka fayda

  • Apka blog Khubsurat or professionals dikhega. 
  • Apke visitors ko site ka name jaldi yad hoga jisye unke dubara blog pe anye ka chances badh jata hai. 

Kuch Popular Web Hosting sites 

  • No-Ip
  • 1and1
  • Easy DNS
  • Goddady.com
  • Yahoo small buisness.
  • In-web hosting
Mene Goddady. com se hosting liya hai, islye mai apko godaddy.com ke domain ko blogger me jodne ka steps dikhaunga. Waise jitne bhi web hosting sites hai sabke steps same hai. 

 

Blogger me domain jodne ke steps

1. Blogger.com pe jaye phir apne blogger account se login kare
2. Ab dashboard me jaye, phir Settings pe click kare, phir Basic pe click kare
3. Publishing section me "+setup a 3rd party URL  for your blog"  pe click kare.

domain add kare
Step Domain add Karne ka
4.  "Third Party domain setting" section me "http://" ke agye apna purchase kiya hua  domain type kare. Domain se pahle "www" lagana nahi bhule. 
5."View Setting Instructions" pe click kare or Blogger ke official Instruction page pe jaye. 
6. Blogger Instruction page pe "On a top level domain (www.example.com)" option ko choose kare. 
7. Instructions ke Point 9 me,  4 Ip Address hai, sabko copy kare or wordpad me save karle. 
8. Ab Blooger ke setting me wapas jao or Save pe click karo. Save nahi hoga or ek error message ayega "we have not been able to verify your authority to this domain Error 32".

9. Error ke niche apko 2 box dikhaye dega jisme " Name, label, hostfield or destination, target, or points" ka option hoga, sabhi field ke data ko copy karle or wordpad me save karde. 
10. Ab godaddy.com pe jao or account se login karo. "My Account"  pe click karo. 
11. "Manage my domain" select karo
12. Ab apko Purchase kiye huye domain ka name dikhaye dega. Apne domain name pe click karo. 
13. Setting me jake "DNS zone file"  pe click karo phir  "Use classic DNS Manager"  pe jao. 
14. Ab Edit Button pe click karo
15. CNAME (Alias)  menu me Quick Add button pe click kare. 
16. Edit box ke first Box me www enter kare or 2nd box me  ghs.google.com type kare. 
17. Quick Add pe click kare or ab step 9 me copy kiye gaye data ko yaha fillup kare. 
18. A(host)  menu me phir se Quick add select kare
19.  @ apka host hua or Points to Googel ka IPs.  Jis 4 IP ko apne step 7 me copy kiya tha usye yaha paste kare. Ab ek ek karke purane host ko delete karde. 
20. Page ke top me "save zone file"  button pe click kare or settings ko save karde. 
21. Blogger me wapas jaye or settings ko phir se save kare Registration process me 24-48 hours ka time lagega. Yadi phir se error message show ho raha hai toh step 3 or 4 ko repeat kare or save pe click kare. Apka domain blogger me add ho chuka hai. 

Domain ko bina WWW kaise open kare

1. Blogger me settings page pe jaye,or domain name ke agye Edit pe click kare. 
 
 

2 "Redirect me newdomain.com to www.newdomain.com ." pe tick karde. Aisa karne se blog bina www ke open hoga. 

Congrats apke blogger me custom domain add ho chuka hai. Ye method sabse easy method hai blogger me domain karne ka. Apko sirf mere diye gaye steps follow karne hai. Agar domain add nahi hua hai toh 2 days baad phir se sabhi steps ko repeat kare. 

Agar Blogger sa related kuch aur v sawal ho to plz. comment kra

 

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.