Jaisa ki app savi janta hi h ki Google ak
World top company h. Google ki madat sa appko kuch v jankari chaiya hota h to
app bs ak single click sa usska bara ma appko pata chal jata h. Google ki bahut
si services
h ussi ma sa akk h “Google Map”. Google Map ka use log kisi place tak jana ki direction ka pata lagana ka liya karta h aur sath hi sath app Google map ki help sa appka asspas kya kya h uski puri jankari appko Google Map ka help sa appko mil jati h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Ager app apna Website/Blog per Google Map
ki widget ko add karta h to appko issa 2 faida honga first ya ki jab app apna
website per google map ka widget ko add karta h to app ki website dusri website
sa alag lagti h jissa appka website ki popularity badti h aur dusri app ka koi
friend ya family member jo koi v Google map ka istamal regular basis per karta
ho to app unn savi ko apna website ka bara ma bata sakta h jaha appna Google
Map Widget ko add kiya h issa appka Website ki tariff badagi. Iska alawa v ager
appka koi Business h to app apna Business Office ya Company ka location ko v
Google map ki help sa apna website per laga sakta h.
Also Read: Tipsto secure your website to hacking and be safe your website content and personaldetails
Steps To add Map Widget into Website:
Ab app samaj hi gaya honga ki Google map
ko apna website ma lagana sa kya kya faida ho sakta h, to chaliya ab mai app ko
batata hu ki kaisa app issa apna website ma add kara.
Step 2: Location Open hona
ka bd menu open kara jo ki Top Left ma 3 Vertical Arrow ka rup ma hongi ab Share or Embed Map per click kara.
Step 3: Ab ak Popup open hoga jiska picture app niche dakh
sakta h.
1. Embed Map ko select kara
2. Yaha click kar ka app apna Map ka Size ko Select kar sakta h app chaya to apna website ka anusar Customised size v add kar sakta h.
3. Map ka size ma jo changes kar raha h uski live streaming yaha dakh sakta h.
4. Ab sab kuch ho jana ka bad app ya code ko copy kar la.

Step 4: Ab app apna
Blogger
Dashboard>>Layout>>Add a Gadget>>HTML/Java script ko
select kar ka copy ki hui code ko paste kar ka save kar sa
Ab app apna
website ma jaka dacha Google map add ho chuki hogi aur usma appka location show
kar raha hoga. Ab appka website per ana wala visitor iss Google map ki help sa
kisi v place ka pata laga sakta h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.