India ma hui Note Bandi ka faida aur nuksan

India ma hui Note Bandi ka faida aur nuksan
Hello dosto aj mai app savi ka sath av ki sabsa hot topic ka bara ma bt karna wala hu jisska nam h demonetization yani ki hamara India ka government na 8 Nov ko ya announced kiya ki 500-1000 ka note ab nhi chalanga uska badla ma New 500 aur 2000 ka note release kiya jayanga.



Aj mai iss post ma appko ya demonetization sa related  savi question ka answer dana wala hu so app iss post ko dhayan sa padiya taki appko v ya demonetization sa related hona wala benefits or loss ka bara ma pata chal saka.


Demonetization sa related Important points:
To dosto Government na to 500-1000 ka note ko 8 Nov ko band kr diya h, iska aser lagvag india ka 86% economy aur per para h. Ab app sochta honga ki ager appka pass 500-1000 ka purana note h to uska kya kara, to maina nicha kuch points likha h jissa padhker app samaj jayanga ki purana note ka sath kya kara.

1. Ager appka pass purana 500-1000 ka note h to app ussa 31 DEC tak kisi v bank ma jama kara sakta h aur uska badla ma New 500-2000 ka note la sakta h.
2. Ager appko Bank ma jayada vhir mila to app apna purana 500-1000 ka note ko bank ma jama karana ka bd ATM sa v withdraw kar sakta h.
3. Ager app 31 DEC tak v apna purana note ko bank ma jama nhi kara paya to app 17 March tak wo purana note ko kisi v RBI ka zonal bank ma jama kar sakta h.

Advantages and Disadvantages of Note Band:
Appna to apna friends aur family member sa note band ka bara ma suna hi hoga aur unma sa kuch to ya faisla ki tarif or kuch burai karta honga lakin aj mai appko Note band ka kuch hidden points ka bara ma batana wala hu jissa app samaj payanga ki ya note band ka asali maksad.
Advantages:
1. Note bandi hona sa wo sara black money bahar nikal ayanga jo ki sarkar ko tax dana ka wajaya chupa kar rakha gaya h.
2. India ma nakli noto ka ak bahut bara jal h iss note bandi sa wo nakli note sa v chutkara mil jayaga.
3. Aj kal india ma atankwad v pair faila raha h aur ussa funding ka rup ma inhi 500-1000 ka noto ka istamal kiya jata h.
4. Note bandi hona ki wajah sa log plastic money (Cradit, Debit card) ya kisi dusra taraha ki online banking ki taraf attract honga, jissa corruption dhera dhera khatam ho jayanga. 
 Disadvantages:
Iski disadvantages ki bt kara to appko iss note bandi sa sirf short term ka liya hi niksan utahana per sakta h jaisa appko Note exchange karana ka liya bank ka chakker lagana per sakta h, ganto ganto line ma khara rahana per sakta h. Ya ager appka ghar ma sadi h to appko paisa ka liya ider uder daurna per sakta h.

To dosto maina appko bataya ki ya note bandi sa hona wala faida aur nuksan ka bara ma bataya ab mai appko bata rhi hu iss note bandi sa hona wala future per effect ka bara ma.
To dosto ab ya note bandi ka karan jo v black money ya phir tax ka rup ma government ka pass ayanga, wo unn paiso sa hamara aur appka liya bikas ka kamo per kharch kar sakta h jaisa mann lo poor ka liya ghar banana ma, Job create karna ma, kuch special projects ma aur v bahut khuch.
So dosto mara manna ya h ki note bandi hamari government ki ak bahut hi acchi kadam h, ager appko iss note bandi sa related kuch v jankari janni h ya jankari ko shear karna h to app hama comment v kar sakta h.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.