Point that you must remember to start any website - In Hindi

Point that you must remember to start any website - In Hindi
Aj hm bt karanga ki koi v website banana ka liya appko kya kya karna ki jarurat h jissa appka website world ki top most website ma count ho aur app apna website ka jariya famous ho jaya. App ko pata hi hoga

ki aj kal ka iss Morden age ma koi v chiz ki jankari pana bahut hi asan ho gaya h bs appko akk click sa hi kisi v topic ka uper jankari mil jati h, q ki aj kal technology itni aga bad gayi h ki ager app v iss technology sa nhi jura hua h to app av v pahala ka jawana ma ji raha h.



Ager appka pass kisi v chiz ki jankari h aur appko apna iss jankari ko logo tak pahucha ka unki madat karna chata h to koi v social media aur apni khud ki website ak bahaterin platform h jankari ko logo tak pahuchana ka liya.
Lakin aj mai appko website ka bara ma bataunga q ki website sa app paisa v kama sakta h isiliya chaliya kuch point ka bara ma janta h jissa padh kar appko website banana ma madat ho.



Choose Website Topic:
Ager app v mari taraha website banana chata h to sabsa pahala apna website ki theme ko decide kara q ki ager website ki theme appka mann mutabik hui to appko apna website ma content ko post karna ma maja ayaga lakin ager app apna website ki theme choose karna ma koi bhul karta h to kuch din website ka istamal karna ka bad app apna website ka istamal karna chore v sakta h.

Knowledge of your topic (theme):
Ab ager appna apna website ka liya theme decide kar li h to akk br soch ka dakhiya appko isska bara ma kitni jankari h q ki ager appka pass uss topic ka uper kam jankari hui to kuch din bd appka pass kuch nhi hoga shear karna ko, isiliya mai appko suggest karunga ki topic select karna ka bd usska uper thori bahut jankari juta la.


Choose Website Platform:
Ab jab appna apna website ki topic ko decide kar liya h to ab appko apna website ka liya ak platform ki jarurat hogi, ager app ka pass website banana ka liya paisa nhi h to app mari taraha “Blogger” ki help sa free ma website bana sakta h, lakin ager appka pass kuch paisa h to app “Wordpress” ki help sa paid website bana sakta h to ki appka website ko akk naya mokam tak la jayagi.
Little Knowledge of website designing:
Ab apna jo platform apna website ka liya choose kiya h uski designing karni hoti h, jo bahut hi asan h jaisa maina pahala hi bataya h ki internet ka jariya app kisi v topic ka uper jankari pa sakta h aur mara website v website designing ka hi uper h to ager appko website designing ka uper kuch v jankari chaiya to app mujsa v puch sakta h comment ka jariya.


Always connected with your website:
Ab bari ati h appko apna website ka liya time niklna ki, ager app apna website ka liya time nhi nikal sakta to appka website ki popularity dira dira kam hoti jayagi aur akk samay aisa v ayaga jab appka website per koi v person visit nhi karaga, isiliya mai appko suggest karunga ki app hamasa apna website sa connected raha aur apna website per kuch na kuch update karta raha.



Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.