Buy Sell and Trade Bitcoin In India Rupee With in One Apps- In Hindi

Buy Sell and Trade Bitcoin In India Rupee With in One Apps- In Hindi
Dosto waisa to online paisa kamana ka bahut sa tarika h jaisa Apna website create kerka, YouTube channel per video upload ker ka ya koi App play store per upload ker ka. Lakin aj hm jisska bara ma bt karna wala h uska nam bit coin h. 

Buy Sell Trand Bitcoin In India


Waisa to maina apni pichli post ma bataya h ki bitcoin kya h, ya kaisa work karta haur isska benefits kya kya h. To mai aapko suggest karunga ki ya post padna sa pahala aap mari wo post ko read ker la taki aapko ya post samajna ma asani ho.
Aj hm bt karanga ki Bitcoin ko India ma buy aur sell kaisa ker sakta h. Uska liya aap kon si app ka use ker sakta h. To chaliya ab start karta h.


App to use Buy and Sell Bitcoin

India ma aap ager Bitcoin ko buy aur sell karna chata h to uska liya play store per bahut sari apps maujud h lakin Best, Secure aur Trusted jo apps h unka name h Zebpay aur Unocoin. To chaliya inn dono apps ka bara ma bistar sa jan lata h.

Zebpay: Zebpay ka founder Mahin Gupta na 2012 ma kiya tha. Ya india ki first Bitcoin Cryptocurrency wallet h. Jisska jariya aap Indian Rupee ma bitcoin ko buy aur sell ker sakta h. Iska Headquarter Singapore ma h aur india ma iska office Ahmadabad, Gujrat ma h.
Issa Apna Android Mobile ma download karna ka liya nicha diya gaya link per click kara. Aur 100 Rs ka bitcoin free ma pana ka liya Zebpay app ko open ker ka Free Bitcoin ka option ma ja ker REF64366573 promo code dal ka verify ker da.

Download ZebPay


Unocoin: Ya App v Zebpay ki taraha hi h jisska jariya aap Bitcoin ko indian currency ma buy ker sakta h. Aur jab Bitcoin ka rate increase ho jaya to aap issa sell ker da tb aapko issa accha khasa benefits milaga.

Issma aap Minimum 1000Rs tk ka bitcoin buy aur sell ker sakta h. Aur isma aapko Bitcoin Buy karna ka liya PayU, Net banking aur NEFT/RTGS ka istamal ker sakta h.
Iss App ko download karna ka liya Nicha diya gaya link per click kara aur Unocoin ko open ker ka Refer & Earn option ma jaka U624222 code del ker submit ker da aapko 10Rs ka paytm cash aur 300Rs ka bitcoin free ma milaga.

Download Unocoin


Note: Aap inn dono apps ka istamal tavi ker sakta h jab aapka account inn dono apps ma puri tahara sa verify ho jata h. Kahana ka matlab ya h account verify karna ka liya aapko Email ID, Bank account link mobile number, Pan Card, Address Proof, aur Bank details dana hoga tavi aap Bitcoin Buy aur sell ker sakta h.


Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.