Dosto
aapko jan ker ya khusi hogi ki ager aap na blogger ka jariya website create
kiya h aur usma custom domain name
add kiya h to ab aap ussma v HTTPS enable
ker sakta h. Pahala aapko custom domain name ka sath HTTPS add karna ki subida
blogger provide nhi ker raha tha.
Aap
savi ko to pata hi hoga ki HTTP protocol ka comparison ma HTTPS ko search
engine jayada preference data h. Yahi dakhta hua Google na v apna platform
blogger ka liya puri taraha sa SSL
certificate HTTPS ko release kr diya h. Pahala blogger ma sirf sub-domain
per hi hm SSL HTTPS ka use kar pata tha.
Ab
Google ka blogger platform per custom domain wala v HTTPS ka use ker payanga wo
v free ma. To chaliya ab dakhta h ki issa kaisa activate kara apna custom
domain wala blogger blog ma.
- Also Read: What is CDN, full details about CDN in hindi
- Also Read: Use Your Social Media and increase your website tariff
Step to Enable HTTPS in Custom Domain
2. Uska bd aapko Settings>>Basic>>HTTPS ma ja ker HTTPS availability ko Yes ker da.
Ab
Kuch dino ka bd jab HTTPS availability is
being processed ka notification hat jayaga to aap HTTPS redirect ko v Yes ker da. Issa aapka website ka internel link
v SSL HTTPS certificate ma open hoga.
To
dosto iss tahara sa aap Blogger platform per custom domain per v SSL HTTPS
Enable ker sakta h aur Search engine per tariff ko improve ker sakta h.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.