Jayada tar logo ka Blog ya website banana
ka picha maksad accha khasa paisa kamana hota h jisska liya adsense ak bahut hi
accha platform h. Mager kya app janta h ager apna 2 ya 3 blog banaya h aur app
un savi pr adsense ka ads lagana chata h to appko alag alag blog ka liya alag
sa adsense ki account ki koi jarurat nhi h app adsense ki koi ak account sa hi
savi blog pr ads laga sakta h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Lakin agar apna alag alag blog ka liya alag
alag adsense account banaya h aur adsense ki team ko iska bara ma pata chala to
appki adsense ki account banned v ho sakti h isiliya mai appko suggest karunga
ki apna ak adsense ka account savi Blog ya Website ko use kara.
Note: Iska liya kam sa kam ak blog ko adsense sa
approve hona paraga
To
chaliya janta h ki kaisa app apna ak adsense account sa kai sara Website ko
usma add kar ka use kr sakta h bs mara steps ko follow kara.
Step 1: Sabsa pahala apna
adsense account ma login kara
Step 2: Uska bd Gear yani Settings pr click kara.
Step 3: Ab ak page khulaga
usma My Site>>Manage Site pr
chick kara uska bd Plus ka Sign ma
Click kara jaisa ki app picture ma dakh rha h
Step 4: Uska bd ak popup
window khulaga usma appko apna new website ka URL dal ka save kr dana h.
Step 5: Ab app 3 vertical
dots pr click kara jaisa ki app picture ma dakh rha h uska bd Site authorisation pr click kara.
Step 6: Ab ak popup open hoga
usma app Only authorize my verified
sites to use my ad code ko on kar ka Save
kr da.
Question
Answer Round
1. Ager
hamna apna adsense account ma jab koi new website add karta h to usko v approve
karana parta h kya?
Answer= Adsense pr apko sirf pahala website ka liya hi adsense sa approval
ki jarurat parti h uska bd app jitna chaya website apna adsense ma add kara
unka liya approval ki jarurat nhi parti h.
2. Ager
maina Only authorize my verified sites to use my ad code ko on nhi kiya to kya
hoga?
Answer=
Ager apna site ka liya Only authorize my verified sites to use my ad code on nhi kiya aur
apna koi ads ko apna site pr lagaya h to wo ads show to karaga pr ussa koi
income nhi hoga chaya apka site approve hi q nah o.
3.
Kya mai apna 2 adsense account ko ak sath merge kr sakta hu?
Answer=
Yes you can merge 2 adsense account in one adsense
account.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.