Ager appna koi blog ya website banaya h to app aksar ya
sochta honga ki aisa kya kara taki apki Blog ki loading speed fast ho aur appka
blog jaldi sa open ho jaya. Jissa appka visitor ko jayada wait na karna para
jissa apka site pr log ana jayada pasand karanga jissa appki tariff jayada
hogi.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Lakin kya app janta h kisi v website ki Template ki loading
speed aisa hi nhi bad jati ussa compress karna parta h taki uss template ki
size choti ho jaya aur wo jaldi sa open ho saka. Maina apna pichla post ma bataya
h ki kon kon tricks ka istamal kar ka apni website ki loadingspeed bada sakta h app ussa v padh la.
Template
Compress karna ma koi nuksan hota h kya?
Ji nhi ager app apna website ki template chaya wo paid ya free
template ho compress karna ma koi nuksan nhi hota h bs appki template ki size
choti ho jati h.
Note: Compress karna sa pahala app apna Template ka
backup jarur kar la q ki ager kuch problem hua to app pahala wala template ka
use karka problem solve kar sakta h.
To chaliya
ab appko batata h ki kaisa app Template ko compress kar ka apna website ki
loading speed bada sakta h. Bs app mara step ko follow kara.
Step
1: Sabsa pahala app Blogger>>Template>>Edit Template ma jaya. Uska bd CTRL+A dab aka pura code ko copy kar
la.
Step
3: Ab app ko Compress karna sa pahala kuch
settings karni h. Apna right hand side ki settings ma Blogger ko chuna.
Step
4: Ab app Show
Options pr click kara aur niche diya gaya picture ka anusar settings kar
da.
Step
5: Ab app Compress
pr click kara. Uska kuch Seconds ka bd appka samna Compress ki hui HTML
code aa jayagi ussa Copy kr la.
Step
6: Ab uss copy ki hui code ko Blogger > Template > Edit HTML.
Ma jaka purana HTML code ko hata da aur Compress ki hui uss code ko waha paste
kar ka Save template pr click kar
da.
To ab app apna Website ko open kara to app dakh sakanga ki
wo fast open ho rha h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.