Blogger website me CSS, HTML aur JavaScript Code ko Add kera

Blogger website me CSS, HTML aur JavaScript Code ko Add kera
Dosto ager aap Blogger platform per apne website ko manage ker raha hai to aapko blogger per limited features hi milti hai as compare to WordPress. Lakin ager aap cahate hai ki aap apne blogger website me kuch advance gadget add kare jissse aapke website ki locking acchi ho aur visitors v aapke website per bar bar aya to aapko apne blogger website me CSS, HTML ya JavaScript jaise code ko add karna paraga.

CSS, HTML aur JavaScript Code Add in blogger

Aj kal Competition ma jawana hai ager aap v apne competitor se aga niklna cahate hai to aapko apne website ma kuch high-level code do add kerna paraga, jissa aapka website attractive aur Pro website ki tahara laga.
To Dosto aj mai aapko batane wala hu ki kaise aap apne website ma High-Level Code (CSS, HTML ya JavaScript) ko add ker sakte hai. Inn codes ko blogger website me add karne ka 3 tarika hai mai uss savi tariko ke bara me aapko Step by step bataunga.

1. Blogger Me Customize Section Se Code Add kare


Ye Method beginner’s ke liye h jissa jayada coding ki jankari na ho to ussa mai ya method use karna ka liya recommended karunga.

Step 1: Blogger dashboard>>Tamplate>>Customise me click kare.


Step 2: Ab ek page khulega ussma Advanced>> Add CSS me click kare.



Step 3: Ab aapke aapne saamne code add karne ke liye ek page khulega isme apna code add kare. Usska bd Save kar dijiye.

Note: Yaha per aap sirf CSS code hi add ker sakte hai HTML ya JavaScript code yaha add na kera.

2. Blogger Template Me CSS Code Add Kare


Iss Method sa v app code ko apna blog ma add kr sakta h mager ya method Beginners ka liya thori muskil ho sakti h lakin mai appko asan language ma bataunga jissa appko koi problem na ho.  

Step 1: Blogger dashboard >> Tamplate >> Edit Html me jaiye


Step 2: Ab aapke saamne Tamplate ka Html code khulega. Ussma Ctrl + f dabakar  ]]></b:skin> Search kare.


Step 3: jab ]]></b:skin> mil jaye to css ya javascript code ko thik ]]></b:skin> ke uper Paste kar de.

Step 4: Ab tamplate Save kar dijiye.

Note: Kisi kisi Template ma ya ]]></b:skin> nhi milta h to mai appko kahunga app pura Template ka code ko Copy kar ka Notepad ma paste kr la tab ]]></b:skin> ko search kara aur uska upper CSS code ko paste kara. Uska bd notepad ka uss code ko copy kr ka apna template ka coding ki jagha pura code ko paste kr ka save kr da.

3. Blogger Gadget se code kaise add kare


Ya akk Traditional way hai jisske jariye aap koi v code ko aap apne Blogger website me Gadget ke through add ker sakte hai. 

Step 1: Dashboard >> Layout >> Add a gadget me click kare.

Step 2: Phir Html/Javascript widget me click  kare.

Step 3: Click karte hi aapke saamne ek popup page khulega usma <Style>Your Code </style> likha aur uska bd Your Code ka jagha pr apna HTML or JavaScript code paste kr ka Save kr da.


Note: 1 aur Number ka jariye aap CSS code add ker sakte hai Method 3 ke jariye aap HTML aur JavaScript ki code ko apne website me add ker sakte hai.

Ager aapko Ye post acchi lagi ho to isse shear jarur kera aur hamare website ki latest update ko pane ka liye hamara website ko subscribe kera.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.